Farah Sohail
SENIOR MEMBER
- Joined
- Mar 2, 2012
- Messages
- 7,228
- Reaction score
- 4
- Country
- Location
Aj ek judge ne yeh remarks diye hain k es case k decision k baad 62/63 pori assembly pe lagey ga es remarks k baad ab sumjh sakte hain k kiye decision aney wala hai
Ye kon se judge ne remarks diye hain? Main ne tu nahi parha..aaj...aisa koi remark... Waisy aap ko yaad hai ke case ke shuru main Justice Khosa ne kaha tha ke agar hum ne 62/63 lagana shuru kar diya tu sirf Siraj ul haq bachein ge? Un ke next day Justice khosa ne apnay remarks par apologise kiya tha ke mujhe aisa nahi kehna chahye tha... Is liye mujhe nahi lagta hie ke judges directly 62/63 lagayein ge...woh declaration de dein ge aur phir ECP ko case refer kar dein ge
Aj ek judge ne yeh remarks diye hain k es case k decision k baad 62/63 pori assembly pe lagey ga es remarks k baad ab sumjh sakte hain k kiye decision aney wala hai
Janab contempt of court Sou Moto walay case pe tha
Lekin contempt of court ki alag se proceedings hui thee... Yahan judges ka issue yeh hai ke woh kehtay hain ke hum dorectly 62/63 nahi laga saktay... SC is not the forum for tht