What's new

Urdu & Hindi Poetry

View attachment 486721

n Ab ke hum bichhade to shaayad kabhii khwabon mein milen
n Jjis tarah suukhe hue phool kitaabon mein milen
n Aaj ham daar pe kheenche gaye jin baaton par
n Kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabon mein milen
 
Muhammad Akhtar 1928-1974 (pseudonym) Saghar Siddiqui was an Urdu poet, in spite of his ruined and homeless alone life, he remained famous and successful till and after his death. when he died, he left nothing but a pet, his dog, who also died on the same foot path where Saghar died a year later. On 19 July 1974, he was found dead on a roadside in Lahore near alfalah building the mall, at the age of 46.

Saghar Siddiqui was born in 1928 in Ambala (British India) to a well-to-do middle-class family. There are few historical records of Saghar personal life. He rarely spoke to any one in this regard and most of what is known of him tends to be from witness accounts. Siddiqui was the only child of his parents and spent the early years of his life in Ambala and Saharanpur.

The sensitive and gifted teenager was excited by the prospect of becoming a citizen of a newly created country and at once got down to writing a national anthem for it.

زندگی جبر مسلسل کی طرح کاٹی ہے...
جانےکس جرم کی پائی ہے سزا یاد نہیں
آؤ اک سجدہ کریں عالمِ مدہوشی میں...
لوگ کہتے ہیں کہ ساغر کو خدا یاد نہیں

37354479_1807566205990491_3191113958798917632_n.jpg
 
ab vo tūfāñ hai na vo shor havāoñ jaisā

dil kā aalam hai tire ba.ad ḳhalāoñ jaisā

kaash duniyā mire ehsās ko vāpas kar de

ḳhāmushī kā vahī andāz sadāoñ jaisā

paas rah kar bhī hamesha vo bahut duur milā

us kā andāz-e-taġhāful thā ḳhudāoñ jaisā

kitnī shiddat se bahāroñ ko thā ehsās-e-ma.āl

phuul khil kar bhī rahā zard ḳhizāoñ jaisā

kyā qayāmat hai ki duniyā use sardār kahe

jis kā andāz-e-suḳhan bhī ho gadāoñ jaisā

phir tirī yaad ke mausam ne jagā.e mahshar

phir mire dil meñ uThā shor havāoñ jaisā

bārhā ḳhvāb meñ pā kar mujhe pyāsā 'mohsin'

us kī zulfoñ ne kiyā raqs ghaTāoñ jaisā

Teray hunar mai khilwat-E-khushboo sahi magar
KaantoN ko umr bhar ki chubhan kaun day gaya

Jungal say poochti haiN hawaaoN ki barhami
Jugnoo ko tairgi mai kiran kaun day gaya

Kis ne basaaye aaNkh mai ashkoN kay qaaflay
Be-ghar musaafiroN ko watan kaun day gaya

Tujh say to khair pal ki musaafat ka saath tha
Meray badan ko itni thakan kaun day gaya

ToRa hai kis nay nok-E-sinaaN par sakoot-E-sabr
Lab bastagi ko taab-E-sukhan kaun day gaya

‘Mohsin’ wo kaayinaat-e-ghazal hai ussay bhi daikh
Mujh say na pooch mujh ko yeh fun kaun day gaya
 
@Kami leone please reply....Thanks
 
Allama Iqbal with Zafrullah Khan in London

يہاں مرض کا سبب ہے غلامی و تقليد
وہاں مرض کا سبب ہے نظام جمہوری

نہ مشرق اس سے بری ہے ، نہ مغرب اس سے بری
جہاں ميں عام ہے قلب و نظر کی رنجوری

37729365_1814678601945918_1910161772610846720_n.jpg
 
dekho post kis ne kiya tha. aap apnay andaz mae respond karo na pic laga kay.
yaha muj se pic nae lagti or meri mostly pics thori adult hoti he PDF k standard se.....me ne apni dp lagae thi logo ne kaha yeh apni nude pic kiu lagae he is ko hatao:(
 
yaha muj se pic nae lagti or meri mostly pics thori adult hoti he PDF k standard se.....me ne apni dp lagae thi logo ne kaha yeh apni nude pic kiu lagae he is ko hatao:(
Yaar ID card wali laga do, ya aik special PDF version.
 
i think now they understand you, so might not have any issues.
i hope they should not cz i want to have it and its my pics no one should have issue.:(

am trying to change my dp from mobile but it says operation cannt complete due to low memory.:(
 
Parveen Shakir at Trinity College Connecticut, USA
Photo Courtesy : Nusrat Zehra

اس نے جلتی ہوئی پیشانی پہ جب ہاتھ رکھا
روح تک آ گئی تاثیر مسیحائی کی

38188552_1830629700350808_2812197676064440320_n.jpg

وہ کہیں بھی گیا لوٹا تو میرے پاس آیا
بس یہی بات اچھی ہے میرے ہرجائی کی
 
Back
Top Bottom