What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Yarr in logoon ko koi khuda ka khoof nahi hota? Saray khootay sikay is mulk k lye hi rakhay huay hain

His family has business relationships with Ishaq Dar sons. So he was majboor.. lollz..
 
.

Advocate aur pakora..inhein fire kar ke arrest order karein ge? Mujhe tu lagta hai ke criminal case banaa kar sirf lower cour ko bhej dein ge..and it will be a never ending case..... Mujhe arrest ya inke fire karnay ki koi khaas advocate aur pakora se umeed nahi hai ..

Waisy.. FIA has gained my respect as an instituition.. They have worked honestly and fairly....as an instituition..unlike other civilian instituitions.. Pata nahi..FIA ki top leadership main achay log kaisy aagaye hain? @PakSword @The Accountant
 
.
Advocate aur pakora..inhein fire kar ke arrest order karein ge? Mujhe tu lagta hai ke criminal case banaa kar sirf lower cour ko bhej dein ge..and it will be a never ending case..... Mujhe arrest ya inke fire karnay ki koi khaas advocate aur pakora se umeed nahi hai ..

yeh pehlay arrest hoga baad main muqadma larega.. It is not a light allegation. Yeh buhat bara case hai.. Pakistan ke idaron ki saakh ka masla hai... Poori duniya hum par aur hamaray idaron par aitbaar karna chhor degi agar isay chhor dia tou..

Mujhe nahi lagta ke ye pehle arrest hoga.. NS per..as Prime Minister bhi tu serious allegations hain... Lekin woh PM hotay huay...criminal investigation face karrahay hain.. Aisa hi mujhe lagta hai ke SECP chairman ke saath bhi hoga.l chairman bhi rahay aur criminal case bhi face karay sath saath .. Advocate aur pakora se mujhe aisi hi umeed hai ke woh kuch aisa hi faisla karein ge
 
yeh different muamla hai.. NS is a PM. SECP Chairman is a Grade 22 officer.. Yeh aisa hi hai ke koi Bribe leta pakra jaey.. uss ko pehlay jail bheja jata hai, baad main challan pesh hota hai..

@Farah Sohail

FBR ke chairman ko bhi investigate karna chahiey tha.. ke record kaisay ghaib hua shifting ke dauran.. Khair, abhi bhi hosakta hai ke kuchh saamnay aaey FBR ke baaray,
 
Mujhe aisa nahi lagta.. Meri gutt feeling keh rahi hai ke isay giriftar nahi kiya jayega... Balke sirf lower court main bhej dein ge... Aur ye chairman bhi rahay..aur criminal case bhi face karay... Is bench main advocate aur pakora majority main hain.. Un se aap kia expect kartay hain?

Hmm.. FBR chairman ko bhi investigate karna chahye.. Abhi tak FBR ke baaray main ye complaint ki thee ke woh record nahi de rahay.... Hopefully JIT walay..final report detay waqt.. Chairman FBR ki complaint karay.. Lekin ab agar inhon ne chairman FBR ki complaint ki bhi tu inki complaint ko serious nahi ley ga bench ke ab inka kaam tu khatam hi hogaya
 
Chalain dekhtay hain..

Waisay merey Pakistan ko kia hogaya hai.. abhi abhi main ne apnay aap ko chutki li hai ke kaheen lamba khuwab tou nahi dekh raha..

Jis din NS disqualify hua, uss din aap dekhiey ga kia hota hai.. saara pressure hat jaega SC waghaira par se, aur kiey officers saamnay aaeingay.. jo gawahi deingay apnay hi superiors ke khilaaf..

Yeh aik aatish fishaan hai jo kisi bhi waqt phatnay wala hai abb
 
Waqayi.. Pata nahi..itnay saaray achay log kahan se nikal aaye? Pehlay JIT members aur ab FIA ki team.. Ye sab log honestly kaam kaisy karna shuru hogaye hain achanak? Jab saaray civilian instituitions NS aur Ishaq Dar ke hukum par chal rahay hain..tu FIA kiun nahi? FIA ki kia hamesha hi reputation achi rahi hai..civilian instituitions main..ya abhi ittefaq se FIA ki top /second tier leadership achi aagayi hai?

Log tu tab aayein ge na saamnay..jab koi cae chal raha ho.. I hope panama case ke baad..SC instituitions par suo moto case ley aur jitnay bhi instituitions ka naam panama case main aaya hai..jo sahi kaam nahi karrahay..like NAB, FBR, SECP, IB etc..in sab par suo moto le kar inquiries honi chahyein.. Balke panama case ke final verdict main court order main ye hona chahye ke CJ ek new bench banaa kar suo moto lein on all instituitions jin ki complaints hain
 
.
Waqayi.. Pata nahi..itnay saaray achay log kahan se nikal aaye? Pehlay JIT members aur ab FIA ki team.. Ye sab log honestly kaam kaisy karna shuru hogaye hain achanak? Jab saaray civilian instituitions NS aur Ishaq Dar ke hukum par chal rahay hain..tu FIA kiun nahi? FIA ki kia hamesha hi reputation achi rahi hai..civilian instituitions main..ya abhi ittefaq se FIA ki top /second tier leadership achi aagayi hai?

JIT tou kaam nahi kar rahi, balkay din raat kaam kar rahi hai.. main ne suna hai ke ISI aur MI ke members tou 18-20 hours kaam kar rahay hain kyunke un ke paas idaray ka kafi kaam hai, lekin baqi members bhi 6-8 hours hi kaam se hat'tay hain.. They worked during weekends in the last 60 days and took only one day off.. that was in fact was a holiday so they didn't take any day off..

Shoaib Suddle ke baaray main suna tha ke uss ke saath kaam karnay walay uss ki minnatain kartay thay ke baaqi kaam kal karlaingay.. lekin woh Jawan ghar hi nahi jata tha..

Aik baar SC main kisi inquiry main apnay cloths bhi le kar aagaya tha ke 4 ghantay ghar ja kar kia karunga waqt zaya hota hai..

Yeh hain woh log jinhain dekh kar Quaid e Azam bhi khushi se jhoom uthtay..

IB ko tou khatam kardena chahiey..

SECP waghaira sahi kaam kar rahay thay.. yeh last three years main kharabi huee hai... aap dekhain na, SECP was investigating Shareefs corruption even before Panama's revelations. Chairman saari kharabi ki jarr hota hai..

Phir officers bhi saamnay nahi aatay kyun ke aik mahol aisa ban gaya hota hai.. aur sachi baat hai, koi kyun apnay aap ko aur apni families ko mushkil main dalay ga. Aap sochain, ke poori qaum ki nazrain lagi hain tou JIT ke aik member ke susral IB walay taang pe taang rakh kar beth gaey thay aur biwi ke kawaif ikhattay kar rahay thay, woh tou bhala ho ISI ka ke saaday libaas main log bhijwa kar literally dhakkay de kar nikala apartment se..

Sochain agar kisi ka focus na ho tou rebel officer ka aur uss ki family ka kia hashar karain..
 
Main JIT bannay ke baad..Shoaib Suddle ka kisi channel par interview sun rahi thee tu woh bhi yeh keh rahay thay ke SC ne jo 13 questions diye hain..JIT ko..inka scope bhtt broad hai..aur yeh 2 months main inke jawab nahi dhoonday jaa saktay.. JIT ko abroad se record lenay main hi kafi months lagg jayein ge.. Aur aap Shoaib Suddle ka bataa rahay hain ke woh din raat kaam kartay thay.. Lekin uske bawajood unki ye opinion main ne khud suni hai ke 2 months main JIT ka kaam complete nahi hosakta..

Iske bawajood..JIT ne jis tarah apna kaam 2 months main complete kiya hai..waqayi...salaam hai..inn par... Jitni bhi ziada tareef ki jaye ..JIT walon ki..kam hai.. Kaisy inhon ne 2 months main ye sab kar liya?? Lag tu nahi raha ke 10th ko woh extension maangein ge.. Agar extension leni hoti tu ab tak SC main request de chukay hotay... Salaam hai JIT walon par..waqayi
 
Esy log bohot se hon gy hamary idaron m lekin unko kam krny nahi dia jata.
Jab head of department or head of institute corrupt hon or in logon k pass apna pait palny ka or koi zarya bhi na ho to wo log kia karen... kahan jain.

Unki majboori ban jata h sir jhuka kr kam krna.... esy log andar hi andar na jany kitna ghut ghut k jeety hon gy ye janty howy k wo jo kr rahy hn wo ghalat h lekin usy rok nahi skty.

InshaAllah ab jab unhe umeed nazar aai h to wo samny bhi aain gy or mehnat bhi karen gy.
 
.
IB ko tou khatam kardena chahiey..

SECP waghaira sahi kaam kar rahay thay.. yeh last three years main kharabi huee hai... aap dekhain na, SECP was investigating Shareefs corruption even before Panama's revelations. Chairman saari kharabi ki jarr hota hai..

Phir officers bhi saamnay nahi aatay kyun ke aik mahol aisa ban gaya hota hai.. aur sachi baat hai, koi kyun apnay aap ko aur apni families ko mushkil main dalay ga. Aap sochain, ke poori qaum ki nazrain lagi hain tou JIT ke aik member ke susral IB walay taang pe taang rakh kar beth gaey thay aur biwi ke kawaif ikhattay kar rahay thay, woh tou bhala ho ISI ka ke saaday libaas main log bhijwa kar literally dhakkay de kar nikala apartment se..

Sochain agar kisi ka focus na ho tou rebel officer ka aur uss ki family ka kia hashar karain..

IB ne tu hadd hi kar di.. Susraal pohanch gaye???? Matlab..koi sharam..koi hayaa??? shukr hai ke unhein nikalwaa diya.. Uske baad..pata nahi..kisi aur JIT member ke kisi relative ke ghar tu nahi pohanchay...IB walay?

IB aur NAB..in dono idaaron ko khatam kar dena chahye... Aur JIT type koi instituition hona chahye..jis main sab idaaron ki representation ho..jo hi profile cases ki inquiry /investigation karay... Aur us idaaray ke liye nominees SC se aayein.. Kuch is tarah ka setup hona chahye
 
.
You are totaly miss informed ... no businessman is supporting this case as 99% of them are involved in tax theft ...

Its simply the case of Pakistan as a nation fighti g back ... Pakistan's establishment ... pakistan intellectuals media and few of the honest beurecrates has sensed that nation is now gwtting rebillious and now working as per expectation of the nations ...

My own father in law a karachi businessman along with his friends are totally against this case as it is prone to instability and not good for business environment ...

Yes ... interesting days ahead ... i think report will be forwarded to all four judges and NS will wait for the final verdict as they have little bit support from advocate and pakora ... they are just waiting for the report how strong it is and will decide strateg afterwads ...

See all politicians and not just politicians but also your military generals are involved.

The whole process will grant nawaz shareef innocent. The whole drama is to satisfy and make people blv that all process happened correctly.

Most probably if thing go bad the military will take its role and finish the problem. They will never want that some one from military is named too.

IB ne tu hadd hi kar di.. Susraal pohanch gaye???? Matlab..koi sharam..koi hayaa??? shukr hai ke unhein nikalwaa diya.. Uske baad..pata nahi..kisi aur JIT member ke kisi relative ke ghar tu nahi pohanchay...IB walay?

IB aur NAB..in dono idaaron ko khatam kar dena chahye... Aur JIT type koi instituition hona chahye..jis main sab idaaron ki representation ho..jo hi profile cases ki inquiry /investigation karay... Aur us idaaray ke liye nominees SC se aayein.. Kuch is tarah ka setup hona chahye

Lol
IB and NAB isntitutions hai
JIT is a small team only , members are selected by supreme court.
 
I know.. But i meant ke koi aisa instituition ya investigation setup hona chahye..jis main diff instituitions ke logon ki representation ho....aur us main logon ki nomination ya selection main govt ki interference bilkol na ho
 
.
Main JIT bannay ke baad..Shoaib Suddle ka kisi channel par interview sun rahi thee tu woh bhi yeh keh rahay thay ke SC ne jo 13 questions diye hain..JIT ko..inka scope bhtt broad hai..aur yeh 2 months main inke jawab nahi dhoonday jaa saktay.. JIT ko abroad se record lenay main hi kafi months lagg jayein ge.. Aur aap Shoaib Suddle ka bataa rahay hain ke woh din raat kaam kartay thay.. Lekin uske bawajood unki ye opinion main ne khud suni hai ke 2 months main JIT ka kaam complete nahi hosakta..

Iske bawajood..JIT ne jis tarah apna kaam 2 months main complete kiya hai..waqayi...salaam hai..inn par... Jitni bhi ziada tareef ki jaye ..JIT walon ki..kam hai.. Kaisy inhon ne 2 months main ye sab kar liya?? Lag tu nahi raha ke 10th ko woh extension maangein ge.. Agar extension leni hoti tu ab tak SC main request de chukay hotay... Salaam hai JIT walon par..waqayi

Agar JIT report mein koi name hai bhi .. kya saboot hai ki unka sharif se koi relation hai.

oh bhai aise hawala ka paisa bahar nahi jata . Prove kar hi nahi saktey ki paisa khaya kisne. Yeh dealings hi aise hoti hai.
 
.
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom