What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Hamaray haan aik party ke log nahi rehtay naa.. PMLN, Maulana Fazlur Rahman, waghaira walay kahainge ke buhat hi ghatia faisla tha, agar unn ke haq main nahi aaya.. aur woh bhi vote bank ka at least 30% tou hongay!

Waisy ye tu Justice Khosa pehlay keh bhi chukay hain.. Ke humaray haan trend ban chuka hai ke agar haqq main faisla na aaye tu kahien ge..judge na ehal thay ya judge bik gaye...aur agar ahqq main aaye tu kahein ge ke inn se acha judge koi nahi

Aaj main internet par Dr. Shahid Masood ka program dekhunga.. sirf Mohtram Roedaad Khan ki wajah se...

Aray main ne thora sa suna tha... Poora nahi dekha.. Ek aadh dafa pehlay bhi main inke interviews dekh chuki hoon, esp 2014 dharna ke dino main.. Inki koi prediction aaj tak theek nahi nikli
 
Hahahhahhaha lolllllll...... Ghar walon ko bhi nahi bataya...lolll... Koi unka laptop kiun nahi hack ya chori kar leta???? :lol: Faisla dekh kar wapis rakh aaye :lol::lol:

Haan toh lene ki koshish ki gaee thee, but kameenon ne koi raasta hi nahi rakha.

Aur main ne suna hai ke yeh log faislay ko SC main apnay chamber main discuss bhi nahi kar rahay... Discuss bhi karna hota hai tou bahir lawn main kartay hain..

Aur jin computers/ laptops pe likha ja raha hai woh bhi network se connected nahi hain..
 
Hahahhaha lolllll...

Waisy inke stenographer/typist waghera ko tu pata hi hoga ke kia faisla likha jaa raha hai? Ya type bhi khud hi karrahay hain?
 
Aray main ne thora sa suna tha... Poora nahi dekha.. Ek aadh dafa pehlay bhi main inke interviews dekh chuki hoon, esp 2014 dharna ke dino main.. Inki koi prediction aaj tak theek nahi nikli

lollll.. tou 2 deewanay, jin ki aaj tak koi prediction theek nahi nikli, aaj beth kar bataain bakhaan rahay thay..

BTW.. negative negative positive hota hai...

Khair joke aside, mujhay yeh banda iss liey pasand hai ke aakhri umar main bhi Pakistan ke haqq main struggle kar raha hai..

Hahahhaha lolllll...

Waisy inke stenographer/typist waghera ko tu pata hi hoga ke kia faisla likha jaa raha hai? Ya type bhi khud hi karrahay hain?

Suna tou aisa hi hai ke type bhi khud kar rahay hain..

Abb meri bhi samajh aaraha hai ke der kyun ho rahi hai.. yeh sab old school log hain... aik ungli se type karnay walay..
 
lollll.. tou 2 deewanay, jin ki aaj tak koi prediction theek nahi nikli, aaj beth kar bataain bakhaan rahay thay..

BTW.. negative negative positive hota hai...

Khair joke aside, mujhay yeh banda iss liey pasand hai ke aakhri umar main bhi Pakistan ke haqq main struggle kar raha hai..

Shahid Masood ki phir bhi kabhi theek nikal aati hain... Esp pehlay theek nikalti theen 2007/8 main.. Lekin Inki main ne koi theek nikalti nahi dekhi, lollll

Suna tou aisa hi hai ke type bhi khud kar rahay hain..

Abb meri bhi samajh aaraha hai ke der kyun ho rahi hai.. yeh sab old school log hain... aik ungli se type karnay walay..

Ufff...tauba...aisi bhi kiya secrecy :( ek tu faisla sunaa nahi rahay, upar se secrecy bhi itni rakh rahay hain :( aur log yahan claim karrahy hain ke judgement leak hogayi, like Asad Kharal :lol:

Lekin suna tu yeh tha, ke verdict likh li gayi hai? Hosakta hai ke us waqt tak...faisla in logon ne decide kar liya ho ke kia dena hai? Lekin type na kiya gaya ho..and i know ke Justice K hosa ka bhtt ziada focus is baat par hota hai ke verdict should make pleasurable reading.. Apni book main kafi dafa is baat ko emphasize kar chukay hain.. Tu baar baar apni taraf se achi wordings aur unique way main likh rahay honge... Jaisy Yusuf raza G ilani ki dafa main poem likhi thee
 
Shahid Masood ki phir bhi kabhi theek nikal aati hain... Esp pehlay theek nikalti theen 2007/8 main.. Lekin Inki main ne koi theek nikalti nahi dekhi, lollll

Ufff...tauba...aisi bhi kiya secrecy :( ek tu faisla sunaa nahi rahay, upar se secrecy bhi itni rakh rahay hain :( aur log yahan claim karrahy hain ke judgement leak hogayi, like Asad Kharal :lol:

Lekin suna tu yeh tha, ke verdict likh li gayi hai? Hosakta hai ke us waqt tak...faisla in logon ne decide kar liya ho ke kia dena hai? Lekin type na kiya gaya ho..and i know ke Justice K hosa ka bhtt ziada focus is baat par hota hai ke verdict should make pleasurable reading.. Apni book main kafi dafa is baat ko emphasize kar chukay hain.. Tu baar baar apni taraf se achi wordings aur unique way main likh rahay honge... Jaisy Yusuf raza G ilani ki dafa main poem likhi thee

Nahi faisla tou inhon ne likh lia tha.. kuch important parts shayad khud likhay hain.. jahan references denay hotay hain faislay main aur idhar udhar ki baatain karni hoti hain, woh parts shayad typist ko diey gaey.. woh leak huay tou jis ke jo samajh aaya uss ne woh prediction thonk di..

kisi ko laga ke yeh reference iss liey dala gaya hai ke NS ke haq main dena hai faisla, kisi ne aik doosray reference ki misaal di ke yeh NS ke khilaaf jata hai..

Asal paragraphs inn ke apnay paas hain.. woh tou likh liey gaey thay February end/ March start main.. abhi tou bas enjoy kar rahay hain judges.. qoum ki halat dekh kar..
 
:( tu agar poora faisla likh liya gaya hai...tu phir delay kiun karrahay hain? Mujhe tu aisa lag raha tha ke shayd abhi poori tarah faisla nahi likha gaya...is wajah se der horahi hai...aur woh jo security assurance maangi thee...woh main soch rahi thee ke shayad faisla decide kar liya hoga...tab hi security assurance maangi thee..lekin poori tarah likha nahi hoga... Esp since i know ke Justice Khosa bhtt emphasize kartay hain ke faisla likha acha hona chahye...tu hosakta hai, bhtt energy aur time lagaa rahay hon, likhnay main...

Agar likh liya hai, tu atleast date tu de saktay hain ..beshak 23rd March ke baad ki..ke kab aayega faisla? :( kiya chahtay hain, yeh? Koi mujhe bataa sey :(
 
:( tu agar poora faisla likh liya gaya hai...tu phir delay kiun karrahay hain? Mujhe tu aisa lag raha tahbke shayd abhi poori tarah faisla nahi likha gaya...is wajah se der horahi hai...aur woh jo security assurance maangi thee...woh main soch rahi thee ke shayad faisla decide kar liya hoga...tab hi security assurance maangi thee..lekin poori tarah likha nahi hoga... Esp since i know ke Justice Khosa bhtt emphasize kartay hain ke faisla likha acha hona chahye...tu hosakta hai, bhtt energy aur time lagaa rahay hon, likhnay main...

Agar likh liya hai, tu atleast date tu de saktay hain ..beshak 23rd March ke baad ki..ke kab aayega faisla? :( kiya chahtay hain, yeh? Koi mujhe bataa sey :(

yehi tou samajh nahi aarahi mujhay bhi.. jabhi tou main kehta hun ke chahay judges kitnay hi achi repute ke malik hon, agar insaaf dene main baghair wajah takheer karain tou bekaar log hain yeh sab..
 
Mujhe pata nahi kiun lagta hai ke kahin na kahin...abhi poora faisla nahi likha gaya? Ya kuch details rehti hongi....warna ab aisa bhi nahi hosakta ke faisla poori tarah...har cheez ready ho...lekin woh date tak na bataa rahay hon ...ye baat kuch samajh nahi aarahi..

Koi sunn gunn lein.. Kahin se ataa pataa koi karey ke ye chakkar kia hai? :(
 
lollll. @ sunn gunn..

Baqol aap ke...yahan koi members journalist bhi hain...:lol: Woh atleast kahin se date ka hi pataa karaa lein :( koi tu ho jo ye bechaini khatam karay...chahay 23rd M arch ke baad ki hi koi fpdate ho... Mujhe ab lagta hai ke 27 se pehlay nahi aayega :(
 
@PakSword Dr Danish keh rahay hain ke panama ka faisla aglay se aglay haftay aanay ka imkan, according to sources... Matlab wohi jo mujhe shak tha ke 27 walay week main... :(

Nahi..koi na koi baat zuroor hai... Aisy hi delay nahi horaha... Yehi hosakta hai ke poora faisla abhi nahi likha gaya hoga.. Main points ya faisla likh liya hoga...lekin kuch cheezein shayad rehti hongi...warna 23rd March ke bhi kuch din baad...faisla aaye..agar lpoora faisla likh bhi liya gaya ho...ye samajh nahi aata...lagta hai ke abhi kuch rehta hai
 
yahan koi members journalist bhi hain...:lol: Woh atleast kahin se date ka hi pataa karaa lein :( koi tu ho jo ye bechaini khatam karay...chahay 23rd M arch ke baad ki hi koi fpdate ho...

Bataya tou hai judges ki khabasat ke baaray main.. apni family ko bhi nahi bataya hua..
 
Status
Not open for further replies.

Country Latest Posts

Back
Top Bottom