What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Interview of Roedad Khan who attended each n every hearing of Panama Case


Walked alongside him and his companion from Kashmir Road to Constitutional Avenue (dharna times). At 90+, this man has some (& more) determination to walk for so many hours behind the container and all were fully drenched in sweat and dehydrated as well. That was an exhausting day!

And now he's attended all panama hearings as well!

As Dr SM said, probably the only living man who has been witness to the full power corridors history of Pakistan. He should write a book with everything he knows before he leaves this world. We need to retain the history stored in his mind, for our next generations to come.
 
Mujhay bhi kuchh aisa hi lagta hai.. but it is one of the many possibilities...

Agar aisa hona hota...tu kab ka faisla aa chuka hota aur 23rd March ka wait nahi kiya jaata... Doosri baat ke... Justice Khosa ne kaha tha,,,ke aisa faisla hoga ke 20 saal baad bhi log kahein ge ke aayein aur qanoon ke mutabiq kiya tha... Agar ye afisla diya ..woh bhi 1 month ke baad tu 20 saal atk sirf logon se bura bhala sunna paray ga, inn judges ko ...
Chairman Nab ko agar hataa dein..aur phir kahein us govt aur opposition se hi...ke aap dobara chairman NAB choose karein..jaisy inhein choose kia tha..aur phir NAB. Ko bhej dein case..ye possible nahi lagta...
Jab AG ne kaha tha, ke session court ko bhej dein..tab Justice Khosa ne kaha tha ke jab SC ko material provide nahi kiya gaya, tu session ko kaisy karein ge? Aur phir wohi judge NAB ko bhej kar ye case khatam kar dein, ye samajh nahi aat..
Aur 4-1 in favor of Nawaz Sharif??? Ye kuch ziada hi hogaya.. 4-1 against Nawaz S harif tu hosakta hai, favor main nahi...
 
Last edited:
Really??? my opinion is different.. :) Khair apnay apnay taste buds hotay hain.. :)

Hmm..mujhe tu kuch aisa hi laga... Waisy....aaj unke pass nali nihari khatam ho chuki thee...tu woh tu taste nahi ki...saada nihari unki taste ki...

Main ne bhi yehi baat ki hai.. I am just saying ke it is one of the many possibilities...

Obviously...possibility tu hai... Honay ko tu kuch bhi hosakta hai..but i think its chances are nearly zero...

Waisy mostly ppl think ke..jo aap ne option choose kia tha...woh hoga...suspension wala... Ab asal main kia hoga,,ye tu judges hi behtar jaantay hain
 
Doosri baat ke... Justice Khosa ne kaha tha,,,ke aisa faisla hoga ke 20 saal baad bhi log kahein ge ke aayein aur qanoon ke mutabiq kiya tha... Agar ye afisla diya ..woh bhi 1 month ke baad tu 20 saal atk sirf logon se bura bhala sunna paray ga, inn judges ko ...
Chairman Nab ko agar hataa dein..aur phir kahein us givt aur opposition se hi...ke aap dobara chairman NAB choose karein..jaisy inhein choose kia tha..aur phir NAB. Ko bhej dein case..ye possible nahi lagta...
Jab AG ne kaha tha, ke session court ko bhej dein..tab Justice Khosa ne kaha tha ke jab SC ko material provide nahi kiya gaya, tu session ko kaisy karein ge? Aur phir wohi judge NAB ko bhej kar ye case khatam kar dein, ye samajh nahi aat..

Yeh 20 saal wali baat shayad unn ke munh se nikal gaee thee. Judge har faislay ke baaray main yehi sochta hai ke yeh jo main faisla de raha hun log rehti duniya tak iski misaalain deingay..

Abb sochain, agar qanoon ke mutabiq kisi bhi aik ke haq main faisla de dia tou doosri party waqai 20 saal tak faislay ki misaalain de gi ke maan gaye, buhat hi ghatia faisla tha!
 
Mujhe aisa kiun lagta hai ke next Fri ko bhi nahi aayega faisla..balke jo next week shuru hoga..27th ko..us main aayega faisla? :( waisy bhi next week ki cause list main panama case nahi hai.. Kher woh tu kisi bhi waqt supplementary cause list main notice aa sakta hai lekin pata nahi..mujhe aisay lag raha hai ke jaisy 27th tak aayega faisla :( pata nahi...judges aakhir chahtay kia hain? Main tu samajh nahi paa rahi :(
 
Hmm..mujhe tu kuch aisa hi laga... Waisy....aaj unke pass nali nihari khatam ho chuki thee...tu woh tu taste nahi ki...saada nihari unki taste ki...

Saada nihari bhi achi hoti hai.. Khair, Zahid nihari bhi achi hoti hai, dono buhat takkar ki niharian hain, bas Zahid ka oil jum jata hai iss liey main thora avoid karta hun.. halankey abb tou Pakistan main merey apartment ke qareeb bhi hai..
 
Abb sochain, agar qanoon ke mutabiq kisi bhi aik ke haq main faisla de dia tou doosri party waqai 20 saal tak faislay ki misaalain de gi ke maan gaye, buhat hi ghatia faisla tha!

Lollll... :lol::lol:

Mera khyal hai ke unhon ne kisi ek party ki baat nahi ki hogi..balke general public perception ki baat ki hogi...
 
Waisy mostly ppl think ke..jo aap ne option choose kia tha...woh hoga...suspension wala... Ab asal main kia hoga,,ye tu judges hi behtar jaantay hain

Mujhay suspension ka 90% chance lag raha hai..

Yeh judges itnay khabees hain ke inhon ne apni families ko bhi nahi bataya ke kia faisla likha hai...
 
Saada nihari bhi achi hoti hai.. Khair, Zahid nihari bhi achi hoti hai, dono buhat takkar ki niharian hain, bas Zahid ka oil jum jata hai iss liey main thora avoid karta hun.. halankey abb tou Pakistan main merey apartment ke qareeb bhi hai..

Zahid Nihari ka oil sardion main jam jaata hai.. Normally tu theek rehta hai, waisy... Waisy taste wise dono hi achi hain, bas zahid mujhe thori ziada pasand aayi.... Zahid Nihari humaray bhi ghar ke qareeb hai.. Javed Nihari tu ufff bhtt door hai..
 
Lollll... :lol::lol:

Mera khyal hai ke unhon ne kisi ek party ki baat nahi ki hogi..balke general public perception ki baat ki hogi...

Hamaray haan aik party ke log nahi rehtay naa.. PMLN, Maulana Fazlur Rahman, waghaira walay kahainge ke buhat hi ghatia faisla tha, agar unn ke haq main nahi aaya.. aur woh bhi vote bank ka at least 30% tou hongay!
 
Mujhay suspension ka 90% chance lag raha hai..

Yeh judges itnay khabees hain ke inhon ne apni families ko bhi nahi bataya ke kia faisla likha hai...

Hahahhahhaha lolllllll...... Ghar walon ko bhi nahi bataya...lolll... Koi unka laptop kiun nahi hack ya chori kar leta???? :lol: Faisla dekh kar wapis rakh aaye :lol::lol:
 
Walked alongside him and his companion from Kashmir Road to Constitutional Avenue (dharna times). At 90+, this man has some (& more) determination to walk for so many hours behind the container and all were fully drenched in sweat and dehydrated as well. That was an exhausting day!

And now he's attended all panama hearings as well!

As Dr SM said, probably the only living man who has been witness to the full power corridors history of Pakistan. He should write a book with everything he knows before he leaves this world. We need to retain the history stored in his mind, for our next generations to come.

Aaj main internet par Dr. Shahid Masood ka program dekhunga.. sirf Mohtram Roedaad Khan ki wajah se...
 
Status
Not open for further replies.

Country Latest Posts

Back
Top Bottom