1 badshah apne sipahiyo ke sath ek talab par nahane ke liye gaya,
waha kuch larkiya pehle se naha rahi thi,
badshah ki sawari aate dekh wo sari bahar aa gayi ,
unme se ek larki badshah ko pasand aa gayi..!!
Badshah apne mahel wapas aaya,
lekin badshah ki nazro ke samne bar bar usi larki ki surat aa rahi thi,
uska mann kisi kaam me nahi lag raha tha,
raat hui .....
sari raat badshah usi larki ke bare me sochta raha,
subah usne apne sipahiyo ko hukm diya
"jao pata karo wo larki kaha rehti hai",
sipahiyo ne pata lagaya,
Uss ladki ka baap sunaar tha,
badshah ne sunaar ko darbar me bulaya.
4 din guzarne k baad bhi sunar badshah k darbar me nahi aya,
badshah ne dubara bulawa bheja,
is bar 8 din guzar gaye wo nahi aaya,
badshah ko gussa aa gaya
aur
usne sunar ko giraftar karne k liye Sipahi bheje.
Jab woh Sunar k ghar pahuche to ghar ko Tala laga hua tha,
Badshah ne Sipahiyon ko Hukm diya ki Sunaar ko dhundo.
Sipahiyo ne sunar ko har jagah dhunda lekin wo unko kahi nhi mila.
Phir unhone ek tarkeeb nikali
aur
ailaan kiya ke jo bhi sunaar ko dhundne me madad karega use 1kg sona diya jayega.
ek hafta guzar gaya,
Phir bhi sunaar nahi mila.
Phir ailaan kiya gaya ki jo bhi sunaar ko chupne me madad karega use sooli pe charaya jayega.
aur ek hafta guzar gaya,
Phir bhi sunaar nahi mila.
Phir 1 mahina guzar gya fir bhi sunar nhi mila
Phir raja ne ailaan kiya ki agar sunar nhi mila toh woh puri awam ko saza dega
Phir bhi sunar nahi mila.
Aakhir may raja ne aas paas ke kai badshahon se madad maangi,
Unhone bhi sunar ko apne apne Mulk mei dhoonda,
Phir bhi sunar nhi mila.
Badshah mayus ho gaya,
ek din badshah ne ek sapna dekha,
sapne me usi taalab ko dekha aur sapne me hi bhag kar us
taalab ke pas gaya,
lekin waha bhi koi nahi tha,
udas hokar jab piche palta to ek Buzurg nazar aaye,
unhone Talab ki dosri taraf ek jhopre ki taraf ishara kiya,
aur kaha
"tujhe jiski talash hai wo wahi hai",
badshah chaunk kar nind se utha aur apne sipahiyo ko lekar us talab ke pas gaya,
waha wo sapne wala jhopra use nazar aaya,
badshah khush ho gaya,
aur jab jhopre me ghusa to ek larki aur aur ek boodha aadmi
nazar aaye,
lekin wo larki badsurat thi
aur uska baap bhikhari tha.
Ab bhi sunar nahi mila,
Aakhir kar tang aakar badshah ne apne sipahiyo ko Nakara qarar de diya
aur
Case FIA ko saunp diya,
Phir bhi SUNAR nahi MILA,
Aur aakhir Raja ka,
uske siphaiyon ka,
dusre Mulkon ki awam ka
aur
CBI walo ka Sunar ko dhundne me sara Waqt aise barbad hua
jaise
Aap ka is message ko parhne me hua..
jis ka koi matlab nahi.
Gussa mat karna,
Mere sath bhi aisa hua tha..!!
kisi aur ko bhej ke badla le lo!
Sunar mil jae to bata dena ......
uski larki bahut khubsurat hai ..!