Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Hi! friends.
uro ko dekhaane ke liye
hansta hoon main,
gham ko bhulane ke liye hansta
hu main,
mere hansne ki
haqiqat ko kya samjhogi,
khud ko bhulane ke liye
hansta hoon main!
Jab koi achi jugat lag jaaey
tou bisti chupaaney k liye
hansta hoon mein...
wo dil nawaz hai nazar shanas nahi
mera ilaj mere charagar k pas nahi
tarap rahe hain zaban par kai sawal magar
mere liye koi shayan-e-iltamas nahi
tere ujalon main bhi dil kanp kanp uthta hai
mere mizaj ko asudagi bhi ras nahi
kabhi kabhi jo tere qurb main guzre the
ab un dinon ka tasawwur bhi mere pas nahi
guzar rahe hain ajab marhalon se dida-o-dil
sahar ki as to hai zindagi ki as nahi
mujhe ye dar hai k teri arzu na mit jaye
bahut dinon se tabiyat meri udas nahi
Doctor bhi shair ho gai
Behan kia bataon dill ka bogh halka karne ke aik nakam koshish hae....kuch deerr ye ulta sedha post karon ga........phir wohi routine.
agarchee mein poetry post karne sae ijjtenab karta hon...
Aj kam kch zyada tha kia ......................
nai ...... ghamm khuch itna bhurra kae bardast na hua......
But still i'm tyring my best to be myself.
ok i'm off now.
nai ...... ghamm khuch itna bhurra kae bardast na hua......
But still i'm tyring my best to be myself.
ok i'm off now.