What's new

Whatever

kam to woh hae jo musallsal kar raha hon zara breather acha hota hae........warna ye:taz: hal ho ga end mein.:lol:

I'll rock for some time.Then walk for half an hour.:smokin:Enough for a new spark.:D(and avoiding short circut.):lol:

acha ab mashwara bhi de do doctor cigrate chorny ke liye.please or problims bhi samjha do cigrate ki:undecided:
 
acha ab mashwara bhi de do doctor cigrate chorny ke liye.please or problims bhi samjha do cigrate ki:undecided:

smoking.........man i hate it.:smokin:

Par app kia karein ge chor kar iss umar mein ,aik cigarette hae ka to sath reh gaye ga burhape mein.:D

thpesadon.gif
 
smoking.........man i hate it.:smokin:

Par app kia karein ge chor kar iss umar mein ,aik cigarette hae ka to sath reh gaye ga burhape mein.:D

thpesadon.gif

main mazak nhi ker raha yaar or ye kya drama hai main kisi din apni pics ki album upload ker doon ga yahaan main tum sab se chota hoon ok:taz:

yar main ne chor di thi kal phir kisi ne acha wala cigar diya maza a gya :smokin: maxico ka tha shayed.

please help me:rolleyes:
 
>>>>>>>:taz:....................> :rofl:

mein abhi student life sae guzzar raha hon......medical students ke aik chez mashoor hae......you need some addiction to qualify as med student.tea,coffee,cigerette,alcohal,girls and books etc.:cool:Other wise you will end up as a patient.:lol:

app ko kis kis sae rokon?.........detail mein baat karon ga skype par.Iss thread ka tag barra zalim hae wese ye add kis nae kia?:lol:
 
aur ji loogoon, kya chal raha hai?

yahan pe koi computer science / programming mein hai?
 
kya yaar, itnay kam Pakistani kyun hai iss field mein. sab tayz grow honay wali fields mein se ek hai. yahan canada mein bhi bahut kam hain iss field mein :frown:

meri uni mien buhut sarey hain. Bari achi programing kartey hain. Computer eng hain

Waisey software eng mien bhi buhut log jatey hain. :cheers:

lekin mien nahi hon is field mien :D
 
goood morning...................

Good Morning Jiya ... :)

Aaj tm ney salaam nai kiya aaisha khair hai ??

---------- Post added at 11:28 AM ---------- Previous post was at 11:27 AM ----------

kya yaar, itnay kam Pakistani kyun hai iss field mein. sab tayz grow honay wali fields mein se ek hai. yahan canada mein bhi bahut kam hain iss field mein :frown:

yaar masla kia hai btaao may I can solve ... :cheers:
 
Back
Top Bottom