ﺳُﻨﺎ ﮨﮯ ﺁﺋﯿﻨﮧ ﺗﻤﺜﺎﻝ ﮨﮯ............ ﺟﺒﯿﮟ ﺍُﺱ ﮐﯽ
.... ﺟﻮ ﺳﺎﺩﮦ ﺩﻝ ﮨﯿﮟ ﺍُﺳﮯ ﺑﻦ ﺳﻨﻮﺭ ﮐﮯ ﺩﯾﮑﮭﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﺳُﻨﺎ ﮨﮯ ﺍُﺱ ﮐﮯ ﺷﺒﺴﺘﺎﮞ ﺳﮯ ﻣُﺘﺼﻞ ﮨﮯ ﺑﮩﺸﺖ
....ﻣﮑﯿﮟ ﺍُﺩﮬﺮ ﮐﮯ ﺑﮭﯽ ﺟﻠﻮﮮ ﺍِﺩﮬﺮ ﮐﮯ ﺩﯾﮑﮭﺘﮯ ﮨﯿﮟ
@User @django @GreenFalcon @Indus Falcon @Joe Shearer @Nilgiri @WAJsal @Zibago @coffee_cup @Hell hound @Doordie
Time for some "wahabi" poetry
@Indus Falcon
Kary ghair gar buut ki pooja to kafir
Jo theraaee Beta Khuda ka to Kafir
Jhukay aag par behar sajda to kafir
Koakib ko mannay karishma to kafir
Magar momino par khushada hain rahain
Parastish karain shok say jiss ki chahain
Nabi ko Chahain Khuda kar dikhain
Imamo ka rutba Nabi say barhain
Mizaroon pay din rat nazrain charhain
Shaheedo say ja ja kay mangain duain
Na Toheed may kuch khalal iss say ay
Na Islam biggaray na iman jay
Wo deen jiss say toheed phailee jahaan may
Huwa jalwa gar haq zameen o zamaan main
Raha Shirk baki na wehm o gumaan main
Wo badla gaya a kay Hindutan main
Hamesha say Islam tha jiss pay nazaaa
Wo dolat bhi kho baithay akhir Musalmaa