What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
excess of optimism is dangerous as well. we are seeing the results of "amreeki danda". 2 members of JIT have gone to qatar. the corrupt prince will verify the letter and all the black looted money will be covered as a gift and will be declared as white. NS has india, US, saudia, qatar and the heads of all the institutes of this corrupt country. he is not the pm but king of this country.
your logics are good on paper but this is pakistan. TIP.:pakistan:

Waisay baat tou sach hai, par baat hai ruswai ki..

I also believe that after Amreeki danda, nothing will work against NS. JIT members ki honesty bhi koi kaam nahi aayegi...

Yeh bhi hosakta hai ke SC decide karay ke iss 3 member bench ne hi faisla dena hai, aur 2 judges na kafi shawahid ki bunyaad par NS ko bari kar dain..

3 aur 5 ka ibhaam abhi tak SC ne clear nahi kia.. although many legal experts have discussed about the possibility of 5 member bench hearing the case after JIT report, but there is a purpose of keeping it as a grey area.. in my honest opinion.

Ye kia hoti hai?

Arabi khana hota hai, rice with mutton.. I like it very much..

Agar yahan restaurants main itney maze ki milti hai, tou Qatari shahzaday ke haan tou .... wah wah.. soch soch kar hi munh main pani aagaya..
 
.
Waisay baat tou sach hai, par baat hai ruswai ki..

I also believe that after Amreeki danda, nothing will work against NS. JIT members ki honesty bhi koi kaam nahi aayegi...

Yeh bhi hosakta hai ke SC decide karay ke iss 3 member bench ne hi faisla dena hai, aur 2 judges na kafi shawahid ki bunyaad par NS ko bari kar dain..

3 aur 5 ka ibhaam abhi tak SC ne clear nahi kia.. although many legal experts have discussed about the possibility of 5 member bench hearing the case after JIT report, but there is a purpose of keeping it as a grey area.. in my honest opinion.

Aisy tu na kahein :(

Waisy mera khyal hai ke 5 member bench wali baat ab tak cleR hochuki hai ke 5 member bench hi faisla dey ga.. Warna Justice Khosa aur Gulzar ki judgment ka kia hoga? D u think ke awaam ye baat maanay gi ke panama case ke original bench main se 3 judges disqualify kar dein aur woh phir bhi disqualify na ho? Aisa nahi hosakta ..
 
.
Qazi family aur Inam sehri se kiun vid link? Jab Qatari ke ghar jaa rahay hain tu inn se kiun nahi Pak embassy main karsaktay...london jaa kar? Woh tu shayd aa bhi jayein ge Pak embassy

Qazi family and Inam sehri are facilitating the JIT. There is very less chance that they will deny what they record in front of JIT through video link..

Qatari prince tou kameena hai..

Aisy tu na kahein :(

Waisy mera khyal hai ke 5 member bench wali baat ab tak cleR hochuki hai ke 5 member bench hi faisla dey ga.. Warna Justice Khosa aur Gulzar ki judgment ka kia hoga? D u think ke awaam ye baat maanay gi ke panama case ke original bench main se 3 judges disqualify kar dein aur woh phir bhi disqualify na ho? Aisa nahi hosakta ..

Pakistani awam ka tou nahi pata.. main zaroor Abu Dhabi ki sarkon pe aajaunga..

5 member bench wali baat SC ne abhi tak clear nahi ki.. yeh sirf anchors hain, jo different sources ko quote kartay rehtay hain.. Baqi legal experts, almost all of them say that it's is grey area..
 
Mera khyal hai ke ye possible hi nahi hai...3 member bench..

Justice Khosa aur Gulzar ..kia apni judgment ko taktay hi reh jayein ge..ya usay raddi ki tokri main pheink dein ge..ke humari koi value nahi? Jo karna hai 3 judges ka maana jayega faisla...aur hum sirf side actora thay jo fuzool main case sunn rahay thay.. Kia Justice Khosa aur Gulzar ye tolerate karein ge ke unki judgment ko kisi qism ki legal value na di jaye? Usay count hi na kiya jaye?
 
Mera honest tajzia hai, Pakistani history ko dekhtay huay.. Hum kabhi bhi Amreeki aur Saudi pressure ko bardaasht hi nahi kar paey aaj tak.. Abb kia aisa new hojaega?
 
.
Mujhe JIT ke qatar jaanay par aitraz nahi hai.. I hope ke woh uss ke ghar na gaye hon.. Ghar janay se tu aisa lagay ga ke JIT Qatari shehzaday ki ghulam hai..ke woh jo order karay ga..ye maanein ge.. Wh keh raha hai ke main embassy nahi aasakta.. Mre ghar aajao..woh ghar chalay jayein.. JIT tu khud mullzimon ki tarah paish hogi.. Us se koi sakht sawaalat nahi karsakay gi..uske apnay ghar main ... Embassy ki hadd tak baat theek hai .. Lekin hopefully ghar na gaye hon

Sakht sawal karnay ki zarorat kia hai ? JIT kia Qatari se Bank dakaiti ke muqadamay ki interrogation ke liay gaye hai ? JIT ne seedha sa bank transaction ki raseedain ya documented proofs mangnay hain in defence of qatari's claim in his letter.
 
.
Mera honest tajzia hai, Pakistani history ko dekhtay huay.. Hum kabhi bhi Amreeki aur Saudi pressure ko bardaasht hi nahi kar paey aaj tak.. Abb kia aisa new hojaega?

bhai hosla rakho, esa bhi kia ho gya.
Thik h k hamari history kuch esi hi h lekin There is always a first time for everything.
Ye pressure aik na aik din to bardasht krna hi pary ga Pakistan ko agr agy jana h to or inshaAllah is dafa esa hi hoga.
Mery khayal m inko internationally dump kia ja chuka h warna itni door tak bat aati hi na.
Agr ab inko clean chit deni h to wo JIT report hi de sakti h or usky bary m abhi tak hamara yaqeen h k JIT koi esa kam nahi kry gi jo biased ho.
Isi liay wo qatar gay hn warna aram se ye bhi keh skty thy k Qatri ne embassy any se mana kr dia isliay ham kion jain.
mujhy Allah ki zaat or usky baad Judicial 11 (5 Judges + 6 JIT members) per bharosa h k ye insaf karen gy
 
.
JUST WAIT A FEW DAYS....CAN WE?
not days but months . JIT will submit the report. SC will take months in analyzing it. the patwaris will bark at their top during that time. decision will be kept for a month more and then NS will be declared innocent and the whole drama will end. and people will call names to dr shahid masood . miracles dont happen frequently. the miracle of this century happened when pak beat india in CT.
 
.
Mera honest tajzia hai, Pakistani history ko dekhtay huay.. Hum kabhi bhi Amreeki aur Saudi pressure ko bardaasht hi nahi kar paey aaj tak.. Abb kia aisa new hojaega?

Mujhay koi yeh samjha day ke why wud USA pressurize Pakistan in order to save Noora ? USA ko kitni rakaat ka sawab milega ? what wud be the gain for USA ?

There were ppl like u who said the same before that miraculous win by Pak against india in CT final, so lets wait and watch and yah its not a matter of months its a matter of days.
 
.
Still not hopeful, SC gave us so many hopes that ''the verdict will be remembered for 50 years'' and nothing happened.

Till he is kicked out I won't believe all the hype.
 
.
Mera honest tajzia hai, Pakistani history ko dekhtay huay.. Hum kabhi bhi Amreeki aur Saudi pressure ko bardaasht hi nahi kar paey aaj tak.. Abb kia aisa new hojaega?

Bas ye bataayein ke agar Justice Khosa aur Gulzar ki verdict ko count na kiya gaya tu kiya woh tolerate karein ge? Pooray almost 200 pages ki tu Justice Khosa ne verdict likhi hai.. Aur phir kaha jaye ke usski koi value nahi..usay count bhi nahi kiya jayega verdict main...woh ek fuzool exercise thee..jo unhon ne ki... T woh tolerate karein ge isay? Mera nahi khyal ke woh aisa karnay dein ge.. Kahin resign hi na kar dein...iss baat par.. Pehle bhi resign ki rumors tu aarahi theen.. Aur sochein Pak ki situation kia hogi..agar Justice Khosa ne resign kar diya? Kisi ke liye bhi situtaion sambhaalna mushkil hosakta hai.. Iftikhar ch ko tu koi pehlay jaanta hi na tha.. Justice Khosa tu pehlay hi hero ban chukay hain.. Kisi bhi tarah aisa nahi hosakta ke Justice Khosa aur Gulzar ki verdict ko count na kiya jaye..
 
.
Bas ye bataayein ke agar Justice Khosa aur Gulzar ki verdict ko count na kiya gaya tu kiya woh tolerate karein ge? Pooray almost 200 pages ki tu Justice Khosa ne verdict likhi hai.. Aur phir kaha jaye ke usski koi value nahi..usay count bhi nahi kiya jayega verdict main...woh ek fuzool exercise thee..jo unhon ne ki... T woh tolerate karein ge isay? Mera nahi khyal ke woh aisa karnay dein ge.. Kahin resign hi na kar dein...iss baat par.. Pehle bhi resign ki rumors tu aarahi theen.. Aur sochein Pak ki situation kia hogi..agar Justice Khosa ne resign kar diya? Kisi ke liye bhi situtaion sambhaalna mushkil hosakta hai.. Iftikhar ch ko tu koi pehlay jaanta hi na tha.. Justice Khosa tu pehlay hi hero ban chukay hain.. Kisi bhi tarah aisa nahi hosakta ke Justice Khosa aur Gulzar ki verdict ko ocunt na kiya jaye..

Ye kesy ho skta h k unki verdict ignore kr di jay.
agr m bhol nahi raha to Ye dono future k CJs hn inki verdict kesy ignore kr skty hn?
JIT 3 member bench ne to nahi banai, wo to sirf is JIT ko overwatch k liay banaya gya tha.
Asal bench to 5 ka tha jis ne JIT banai or jis m JIT ki final report jama ho gi.
Mujhy samajh nahi aa raha k is m confusion kahan h ? @Farah Sohail @PakSword @Guvera
 
.
Waisay baat tou sach hai, par baat hai ruswai ki..

I also believe that after Amreeki danda, nothing will work against NS. JIT members ki honesty bhi koi kaam nahi aayegi...

Yeh bhi hosakta hai ke SC decide karay ke iss 3 member bench ne hi faisla dena hai, aur 2 judges na kafi shawahid ki bunyaad par NS ko bari kar dain..

3 aur 5 ka ibhaam abhi tak SC ne clear nahi kia.. although many legal experts have discussed about the possibility of 5 member bench hearing the case after JIT report, but there is a purpose of keeping it as a grey area.. in my honest opinion.
Mayoosi kufar hai...jald kisi doctor (psychiatrist) se rabta karain...@litman and @PakSword :mad:
 
Last edited:
.
Ye kesy ho skta h k unki verdict ignore kr di jay.
agr m bhol nahi raha to Ye dono future k CJs hn inki verdict kesy ignore kr skty hn?
JIT 3 member bench ne to nahi banai, wo to sirf is JIT ko overwatch k liay banaya gya tha.
Asal bench to 5 ka tha jis ne JIT banai or jis m JIT ki final report jama ho gi.
Mujhy samajh nahi aa raha k is m confusion kahan h ? @Farah Sohail @PakSword @Guvera

Hmm.. Mera bhi yehi khyal hai... Justice Khosa aur Gulzar ki verdict har haal main count hogi
 
.
Mujhay koi yeh samjha day ke why wud USA pressurize Pakistan in order to save Noora ? USA ko kitni rakaat ka sawab milega ? what wud be the gain for USA ?

Jaisay pehlay kia gaya hai.. USA has vested interest in this region and they don't want an honest leadership to takeover, which can show them the door.

Bas ye bataayein ke agar Justice Khosa aur Gulzar ki verdict ko count na kiya gaya tu kiya woh tolerate karein ge? Pooray almost 200 pages ki tu Justice Khosa ne verdict likhi hai.. Aur phir kaha jaye ke usski koi value nahi..usay count bhi nahi kiya jayega verdict main...woh ek fuzool exercise thee..jo unhon ne ki... T woh tolerate karein ge isay? Mera nahi khyal ke woh aisa karnay dein ge.. Kahin resign hi na kar dein...iss baat par.. Pehle bhi resign ki rumors tu aarahi theen.. Aur sochein Pak ki situation kia hogi..agar Justice Khosa ne resign kar diya? Kisi ke liye bhi situtaion sambhaalna mushkil hosakta hai.. Iftikhar ch ko tu koi pehlay jaanta hi na tha.. Justice Khosa tu pehlay hi hero ban chukay hain.. Kisi bhi tarah aisa nahi hosakta ke Justice Khosa aur Gulzar ki verdict ko count na kiya jaye..

Hona tou yehi chahiey jo aap keh rahi hain, but not a single legal expert has said this with surety, that 5 member bench will hear it. I am also of the view that 5 member bench will hear it, but still, as many legal experts said in different talk shows that this is the first time in Pakistan's history. So if they aren't sure, how can we be sure.

Someone from SC should have clarified it earlier.

Mujhy samajh nahi aa raha k is m confusion kahan h ? @Farah Sohail @PakSword @Guvera

Abhi tak log andazay laga rahay hain..

Mayoosi kufar hai...jald kisi doctor se rabta karain...@paksword and @litman :mad:

I am not mayoos with Allah, I am mayoos with our history.

But dua tou yehi hai, ke sab acha ho, lekin jab bhi amreeki apnay napak qadam hamari pak sar zameen par rakhtay hain, napaki phla ke hi jatay hain.. Manhoos log..
 
.
Status
Not open for further replies.

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom