QatariPrince
SENIOR MEMBER
- Joined
- Jan 31, 2017
- Messages
- 2,494
- Reaction score
- 1
- Country
- Location
جےآئی ٹی کیمطابق سعودی حکومت نےقانونی معاونت کیلیےلکھےخط کا جواب نہیں دیا،بخاری
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Yaar yeh kia justice hai?
tension nahi mara, if they escape on one issue, they will get stuck in the next one, there are so many evidences they are bound to get convicted on atleast one of them.Hudaiybiya paper mills walay bayan pe..
Mujhay Advocate aur Pakora se achi vibes nahi aarahi to be honest..
Justice Ejaz Afzal thinks he is the only one who upholds the law, baqi sarey Judges to pagal hain.
Kher..as we need only one more judge..so itni fikr nahi hai.. Justice Ijazul Ahsan will hopefully disqualify him
Hudaiybiya paper mills walay bayan pe..
Mujhe ab advocate se bhi ziada..pakora judge se chirr honay lagi hai..
Advocate ke qanooni hudood wala remark samajh nahi aaya., khud hi tu court prder main kaha tha ke disqualification ka maamla consoder kia jayega..after JIT report.. Ag kon si qanooni hudood reh gayi hain?
PTI walon ki bhi samajh nahi ati! Ander case abhi chal raha hai yea baher a ker PC shuro ho gaye
Duffer Naeem-ul-Haq
When you are hit with 100s of balls and you manage to dodge 99 balls this 1 ball can make you loser.
Koi nahi kitnay ko evidences ko reject Karen ge??
Jab Naeem Bukhari ne kaha ke judges ne dekhna hai ke 2 judges ka faisla theek tha ya nahi.. uss ke jawab main Advocate ne kaha ke ham qanooni hudood ko madde nazar rakh kar faisla karaingay..
yani baqi 2 judges ne qanooni hudood ko cross kia tha..