What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Jo steps kal bataey thay.. uss main kahan tak pohnchain hain.. yeh nahi maloom..

Waisay establishment bhi apni face saving chah rahi hai to be very honest.. aisay kab tak chalay ga..

Establishment samajh rahi thi ke Panama main SC godfather ko ulta lita ke chhitar maray gi.. aik judge aakhri moqe pe jawab degaya..

@Farah Sohail

:lol::lol::lol::lol::lol::lol::lol::lol:

yeh be basi ki hansi hai.. balke aap keh sakti hain.. khisyani hansi..

DG ISPR will do an imp press conference today...at 4:00 pm... Lagta hai ke dawn leaks par apni tweet wapis le lein ge shayad ...warna kal se pehle aaj ye kiun pressconference karein ge? Lets see

Waisy kon se judge aakhri waqqt main daghaa de gaye? Kis Justice Ijazul Ahsan pehlay disqualification ke liye jaarahay thay? Aisi bhi koi news hai kiya??
 
. . . .
Waisy kon se judge aakhri waqqt main daghaa de gaye? Kis Justice Ijazul Ahsan pehlay disqualification ke liye jaarahay thay? Aisi bhi koi news hai kiya??

Haan.. Justice Aijaz taqreeban razi hogaey thay despite his reservations on disqualification.. but 60 din ka aik aur moqa de gaey..

Unhon ne bhi theek kia.. unki intentions ghalat nahi theen.. He thinks ke since there is no right of appeal in 184-3, we should be more careful in such judgments..
 
. . .
Has PM held to their commitment ever?

Allah ke fazal se aaj tak tu aisa nahi hua... Ab waiting for DG ISPR pressconference today... Dekhtay hain ke woh kia kehtay hain?

Haan.. Justice Aijaz taqreeban razi hogaey thay despite his reservations on disqualification.. but 60 din ka aik aur moqa de gaey..

Unhon ne bhi theek kia.. unki intentions ghalat nahi theen.. He thinks ke since there is no right of appeal in 184-3, we should be more careful in such judgments..

Hosakta hai ke woh jo Justice Khosa ke resign wali news aayi thee..woh is wajah se hi ho??? Ke Justice Ijazul Ahsan disqualification par almost raazi ho kar..phir backout kar gaye? Beshak unki neeyat ghalat nahi hogi... Lekin hosakta hai ke Justice Khosa ko ghussa aaya ho.....ke pehlay 3-2 se PM disqualify horahay thay..aur phir end main Justice Ijazul Ahsan backout kargaye..chahy kisi bhi wajah se????
 
. .
Tou number 4 wala mera andaza taqreeban theek nikla.. Yani FHF gaya kaam se..

Abb dekhain inn ke saath JIT main kia hota hai.. lolll..

Mujhay soch soch kar pait main gudgudi mach rahi hai... it was expected..

Khair press conference aanay dain.,,

FHF kaisy gaya? Dekhtay hain..if FHF is sacked...tu army act ke under arrest honge ya nahi??

Kahiin aisa na ho...ke DG ISPR aaj sorry kar lein aur kal givt apni saari committment se phir backout kar jayein? Inki history tu yehi bataati hai... I think DG ISPR shouldnt have taken the risk today.. Ek dafa govt ka notification aajata..uske baad beshak pressconference main sorry kar lete agar sahi notification aajata..
 
Last edited:
. .
My parents say that those who talk of others in bad language, it comes back to them eventually. And your video ref here is a perfect example of that.
indeed mian ji used to talk through his marais's against women and others now his tubbar is being rinsed daily.
 
.
FHF kaisy gaya? Dekhtay hain..if FHF is sacked...tu army act ke under arrest honge ya nahi??

Kahiin aisa na ho...ke DG ISPR aaj sorry kar lein aur kal givt apni saari committment se phir backout kar jayein? Inki history tu yehi bataati hai... I think DG ISPR shouldnt have taken the risk today.. Ek dafa govt ka notification aajata..uske baad beshak pressconference main sorry kar lete agar sahi notification aajata..

Qanoon PA ko ikhtiaar deta hai ke national security ke kisi bhi muamlay pe kisi ko bhi Army act ke tehet utha sakti hai..

Aik jhagra yeh bhi tha iss report main ke PM ki team se National Security Breach ka lafz bilkul nikaal dia tha.. agar Gen Bajwa wapis dalwanay main kaamyaab hojatay hain, tou yeh sab se bari kaamyabi hogi unn ki..

Kuchh panay ke liey buhat kuchh khona bhi parta hai kabhi kabhi..
 
DG ISPR has taken his tweet back... Tweet was not abt any govt personality or instituition... 29th april tweet taken back, acc to tv channels

Dawn leaks ka maamla hall hogaya hai - ISPR
 
.
Status
Not open for further replies.

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom