What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Babar awan agar keh rahay hain ke kuch logon ka khayal hai commission banna chahiey aur woh unn logon ke arguments ke against poori video bana rahay hain tou iss ka matlab inhain kuchh sunn gunn huee hai aur isi liey commission ke against dalail de rahay hain.. isi liey assume kar raha hun ke commission ban raha hai.. :)

Mera nahi khyal ke aisa hai.....kiun ke 90% logon ka khyal hai ke commission banay ga..lis liye hosakta hai ke unhon ne ye vid banayi ho...aur yeh baatein tu aksar tv shows main bhi sunn chuki hoon un se commission ke mutalliq.....woh bhtt dafa jab case chal raha tha, tab bhi ye arguments de chukay hain... Rahi sunn gunn ke baat..ty mera khyal ke kiunke mostly log commission ki baat kar hi rahay hain.,tu us par inhon ne vid banayi........
 
Video achi thi waisay.. main jazbaati hogaya tha end main..
 
Haan video tu achi thee.... Bas duaa karein ke faisla ab jaldi aa hi jaye.... Intezar kartay kartay thak gayr, ab tu..... Aur faisla bhi koi acha hi ho... Truck ki batti wala na ho... Waisy jitna delay kia hai, judges ne faisla,..agar itnay delay ke baad...judges ne truck ki batti wala faisla diya, tab tu ii kherr nahi hogi, lolllll..... Umeed tu hai ke acha hi faisla aayega InshaAllah
 
Mujhay tou abb lag raha hai ke faislay ke liey aamil sultani bawa se rabita karna parega..
 
Waqayi... Mujhe bhi aisa hi lagg raha hai :( lagta hai ke Makhdoom Ali Khan ki baat maanni hi oaray gi jis main unhon ne kaha tha....ke kisi mahir e nujoom se raabta karein, ye jannay ke liye ke kab aayega faisla? :(

Waisy main chahti hoon ke jo bhi verdict aaye...clear aur strong worded ho...agar Nawaz Sharif ke against ho, tab bhi...aur agar Nawaz Sharif ke favor main bhi ho, aur clean chit bhi judges ne dein ho tu khul kar dein, clearly... Aayrin bayein shayein na karein, aur truck ki batti ke peechay na lagayein :( :(
 
Aap ko kia lagta hai, kia faisla aayega.. I know you voted for declaration. Are you still sticking to your previous standpoint?
 
Pata nahi.... Ab main 50/50 hogayi hoon...... :( 90% logon ka khyal hai ke commission banay ga, tu ab mujhe bhi kuch kuch aisa lagnay laga hai...

Waisy main ek cheez soch rahi thee... Ke jaisy ab majority opinion yehi hai ke PM ko shayad suspend karein till commission completes its inquiry...NAB chairman ke statement ki wajah se....tu NAB chairman ka statement tu hearing ke second last day aaya tha... Agar NAB chairman woh statement na dete...tu kia ye bench...2and a half months ki hearing ke baad.....aur itnay hi profile case main..kia sirf dirctly NAB ko investigate karnay ke liye de dete..? Ye verdict dete is casse main..ke NAB ko ye case refer kar dete hain, aur commission banaa dein..without even PM suspension? ( I am asking on the assumption ke commission ka faisla aayega, aur PM ko suspend karein ge..agar ye fasla hua) ? Tab log judges ko bhtt hura bhala na kehte..ke agar sirf court NAB ko refer kar deti, aur ye case dismiss kar dete without even any declaration on honesty/dishonesty? Kia logon ka reaction hota phir? Ab tu shayad PM ki suspension se judges ko face saving mil jaye
 
Bilkul aisa hi hota.. Agar NAB chairman yeh bayaan na deta tou yeh case NAB ko hi refer hona tha..

Logon ke reaction ki kis ko fikar hai? Jahan 40% rigging ko irregularity qaraar de dia jaey, jahan har cheez bikti ho, jahan awaam aur hukumraan donon beghairat aur jahil hon, wahan yehi hona tha..

Hona tou shayad abb bhi yehi hai... lekin shayad thora waqt lag jaey nooron ko clean chit milnay main.
 
Lekin NAB chairmam ke bayan se pehle bhi judges ke bhtt strong remarks aaye thay... Aur Sharif family ne kisi qism ki koi money trail nahi di... Koi bank statement nahi.. Pakora judge ne kaha tha ke kiya oonton par laad kar paisy le gaye thay? Phir speeches main tazad...har family member ka different bayan...aur phir NAB ko, jis ne....poora saal kuch nahi kya..agar last day NAB chairman bol dete k hum inquiry karein ge ya appeal karein ge..tu judges poora case dismiss kar dete aur NAB ko refer kar dete ye case???? Woh bhi itna high profile case..jis par sab ki nazar thee... Ye tu Advocate Ijaz Afzal wali baat hoti,.jo woh pehle din se chah rahay thay.....uske ilaawa tu baqi sab judges ke bhtt strict femarks thay..tu ye baat samajh nahi aati ke koi mone trail na honay ke baad aur contradictory statements k bawajood..2 and a half months k hearing k baad judges kahein ke hum NAB ko refer kar fete hain, ye case :rolleyes::rolleyes::rolleyes::rolleyes: Aap recall karein ke judges ne..except advocate ijaz afzal..kaisy kaisy remarks diye thay..saari hearing main..ke imaandari ka case hai...etc etc..aur phir NAB ko refer kardein jis ne poora saal kuch na kia ho????
 
Bilkul aisa hi hota.. Case NAB ko hi refer hona tha.. jaisay abhi commission bana kar unn ke hawalay kia jaega..

SC ko maloom tha ke EC ne tareekhi dhandli ki.. ROs ne tamaam hadain paar kardeen, unhain SC ne irregularities qaraar de ke kuchh suggestions de kar case faarigh kar dia.. kia woh suggestions implement hueen? Kia SC ne yeh faisla dia ke agla election SC khud karwaegi? Nahi..

EC ne ghalti mani, kaha ke hum ainda inn irregularities ka khayal rakhain ge, SC ne case kharij kardia.. Yehi qanoon hai, angrezon ka qanoon... Abb kis ne dekhna hai ke kia hoga 2018 ke elections main?

Aap koi Islami mulk main tou nahi rehteen lekin expect Islami ehtesaab karti hain..
 
Tu phir hum Advocate Ijaz Afzal ko bura bhala....kiun boltay rahay? Woh tu pehlay hi din se kuch aisa hi chah rahay thay... Baqi doosre judges ke remarks different thay..lekin Advocate Ijaz Afzal ke remarks tu shuru se hi aisy thay..woh tu pehlay hi din se yehi keh rahay thay ke Idaaron bhej saktay hain ye case....woh tu phir theek thay??
 
Ijaz Afzal ko case ko kharij karnay ki baat kar rahay thay ke woh sunn hi nahi saktay, daira ikhtiaar nahi hai.. Yahan main referral ki baat kar raha hun.. ke case SC main as inquiry suna jaata aur agar frivolous nahi hota tou NAB ko dia jata aur NAB ko hidayat ki jaati ke "jald az jald shaffaaf tehqeeqat" ki jaein. Agar NAB ki tehqeeqat se IK satisfy nahi hota tou phir SC wapis aata..
 
Advocate Ijaz Afzal dono baatein karrahay thay.. Yr bhi ke kia ..is case ko sunn saktay hain? Jab unke pass koi chaara na raha, aur doosre judges ne kaha ke hum ne sunnay ka faisla kar liya hai tu yrh bhi kehtay thay..ke kuch samajh nahi aaraha ke kia karein..case idaaron ko bhej saktay hain... Lekin jo hazaar remarks judges ne imaandari aur money trail par diya thay..woh ignore kartay? Obviously ye saari discussion hum assumptions par karrahay hain..lekin kiun ke 90% logon ka khyal hai ke commission banay ga, aur chairman NAB ki wajah se PM suspend honge..tu us basis par hi main soch rahi hun kr agar aisa na hota..tu kiya money trail na hona..PM ki different speeches, koi bank transaction na hona, har family member ka different bayan, Maryam Nawaz ka kehna ke meri tu Pakistan main bhi koi property nahi hai...yr eab ignore kar diya jaata aur koi honesty/ dishonesty par declaration tak na dii jaati??? Herat hai....
 
Yeh goray ka qanoon hai jo aaj tak hum par musallat hai..

tu kiya money trail na hona..

Property 2006 ki qabool ki gaee hai, PM ke beton ki janib se.. PM ne tou abhi kuchh qabool hi nahi kia.. Require an investigation to ascertain PMs link..

PM ki different speeches

Yeh aik possibility hai.. 62-63 ki.. Jo PM ki aapas ki taqreerain nahi milteen... Lekin mera nahi khayal itni mamooli si ghalti ka kuch hona hai..

koi bank transaction na hona,

Dada aur potay ki bank transactions? Requires an investigation.

har family member ka different bayan

Family members are not public office holders. Their bayanaat were not recorded under section 164 as well..

Maryam Nawaz ka kehna ke meri tu Pakistan main bhi koi property nahi hai

Qanoon ke mutabiq main agar kisi TV anchor ko apnay bank account main sahi raqam na bataun.. aur kahun ke mera account tou zero hai.. aur baad main mere account main 100000 nikal aayein, tou kia court mujhay apna account TV anchor ke saamnay disclose na karnay pe saza degi?

Aaj phir keh raha hun.. Yeh case NAB ko hi refer hona tha.. Abb nahi hoga.. lekin agar judges beghairat niklay tou abb bhi hosakta hai...

yr eab ignore kar diya jaata aur koi honesty/ dishonesty par declaration tak na dii jaati??? Herat hai....

Aap aur main Pakistani hain, South Koreans nahin hain..
 
Property 2006 ki qabool ki gaee hai, PM ke beton ki janib se.. PM ne tou abhi kuchh qabool hi nahi kia.. Require an investigation to ascertain PMs link..

Lekin NAB law ke mutabiq tu agar kisi public office holder ki koi aisi property nikal aaye...jo woh justify na karsakein tu baap ko pakra jaata hai na? Tu PM k bachay justify nahi karsaky, aur phir PM ne bhi tu har speech doosre se different ki hai,,,ye tu PM ne accept kiya hai khud hi ke properties humari hain, national assemblybki speech main,, hum ne khareeday..ye kaha tha..ke huzoor ye hain woh wasaail aur zaraye..jin se ye flats khareeday gaye..tu PM ne tu accept kia hai..phir PM ka kaisy link nahi nikalta? Aur jo doosra qoum se khitab kia tha..us main PM ne ek aur kahani sunaayi thee

Dada aur potay ki bank transactions? Requires an investigation.

Daada sirf apnay ek potay ko kiun dey ga? Baqi potay bhi tu hain..aur beech main daada ka beta hai..jo ke PM reh chuka hai, 2 baar..tu betay ka link kaisy nahi? Jab ke koi bank transaction nahi...aur pakora judge ne kaha tha ke kia paisy oonton par le kar gaye thay?

Family members are not public office holders. Their bayanaat were not recorded under section 164 as well..

Family members are not public office holders..lekin PM ne Maryam Nawaz ko dependent likha tha, tax documebts main, aur election se pehlay.. Lekin Maryam ne atleast Pakistan main tu agricultural land bhi accept kar liya hai, tu assets concel karna jurm nahi hai?

Aaj phir keh raha hun.. Yeh case NAB ko hi refer hona tha.. Abb nahi hoga.. lekin agar judges beghairat niklay tou abb bhi hosakta hai...

Lolll...
Advocate ijaz Afzal tu ab bhi yehi chahtay honge... Pakora judge ka 100% kuch krh nahi sakti.....end main woh kuch sudhar tu gaye thay..lekin aaj kal unka kia mood hai? Kuch kaha nahi jaasakta....

@PakSword
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.

Latest posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom