Farah Sohail
SENIOR MEMBER
- Joined
- Mar 2, 2012
- Messages
- 7,228
- Reaction score
- 4
- Country
- Location
Book parhnay se tou lag raha hai ke he will take decisions according to law.. Lekin kafi achay achay judge sharif family ke khlilaaf ghabra jatey hain. Maloom nahi kyun..
Ye Justice Khosa ke saath nahi hoga... I am 100% sure... He will not shy away from taking decision against sharif family, if this is what law says.. Ye baat main 100% keh sakti hun... Ke woh ghabraayein ge nahi... Is baat ki atleast ab mujhe koi fikr nahi hai
Yaar kia aap log pakoron aur samoson ki baatain kar rahay ho.. Aik shakhs, jo Abu Dhabi main rehta hai, uss ki bebasi ka mazaaq ura rahey ho.
By the way, I made Nihari yesterday.. After so many years, I ate 3.5 tandoori rotis..
.
humari nihari ki recipe kahan hai?
Time pass ke liey unn ki aur bhi books order kar sakti hain waisay.. I think you love reading books.
You are right.. I like reading.... Ye wali jo book hai...isay enjoy karnay ke liye zuroori hai ke isay aahista aahista hi parha jaye... Kiun ke is main different cases hain, aur kuch kaafi detailed bhi hain... Tu agar samajh kar parhna hai, tu ziada nahi parhi jasakti ek din main.. Still, i think half ya us se ziada book tu parh li hai main ne... I am happy tht this book wasnt available online.. Ye online parh kar nahi enjoy ki jasakti thee..
Jahan tak doosri books ka talluq hai...order karnay se pehle main ne saari books ke title dekhay thay.. Yehi sab se interesting lagi thee..baqi bhtt zoada dry aur kuch ziada hi technical aur legal lag rahi theen..ek tu 1973 constitution aur ammendments par theen.. Hhm jaisy logon ke liye..jo lawyers na hon..unke liye yehi book sahi hai.. Baqi tu shayad samajh bhi na aayein