Path-Finder
ELITE MEMBER
- Joined
- Feb 7, 2013
- Messages
- 24,393
- Reaction score
- 1
- Country
- Location
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
new information coming in that India will do a limited attack.. that will give mr. MNS enough reason to impose emergency..
Cheif s visit day before yesterday was very important...
He knows what kind of threats are surrounding us. Ya Allah Madad.
Acha ye baat tu pakki hai na..ke now just one more judge is needed..and tht will add to Justice Khosa and Gulzar's verdict to make a majority of the overall vedict now? This is confirmed na???
Kahin aisa na ho..ke kiun ke un dono ki dissenting judgments theen us waqt..aur ab in 3 judges ka verdict implement horaha hai..tu ab 3 main se majority chahye ho..to make final veddict? Matlab 2 out of 3 must decide now..? Aur ab 5 member bench ke faisla ko dkeha hi na jaye.bas 3 member bench consder ho..aur iski majority chahye ho???
I hipe aisa na ho.. Although mujhe bhi wohi lagg raha hai jo aap ne kaha ... Bas I want some confirmation abt it. I hope kal ye baat bhi confirm hojaye
A lawyer has informed me.. what are anchors saying?
Ye cheezein bhtt alarming honi chahyein...for security instituitions..ke Nawaz Sharif..PM of Pakistan ke Pakistan ke dushmano ke kiss hadd takk gehray talluqaat hain..and Nawaz Sharif is a facilitator and beneficiar of indian plan/attacks against Pakistan.. Is se bari baat kiya hosakti hai??
Nawaz Sharif aur Altaf Hussain main kia farq hai??
mein waise hassan or hussain nawaz ko mila jab ye apne aap ko mazloom paish karte thay musharraf ke time mein. aaj ye zehar ban gai hain!Abhi iska koi zikr nahi kiya, kisi ne ..ya main ne nahi sunaa.... klasra ke prog main abhi tak...is cheez ka zikr nahi hua. Woh majority verdict ke judges ke notes parh rahay hain.....
Aisy dheet log...main ne apni zindagi main nahi dekhay...
Bass uss 40 percent voters ka kia karain who voted in his favor?
Anyway.. India has been told on the hotline that any small misadventure will immediately convert into full scale.. hopefully India aisa nahi karega.. but situation is really alarming. 2 divisions have been brought closer to the loc.
mein waise hassan or hussain nawaz ko mila jab ye apne aap ko mazloom paish karte thay musharraf ke time mein. aaj ye zehar ban gai hain!
Han jab ye jilawatni mein tha! uss waqat ye manhoos khabees Pakistani community mein apne aap ko bohot mazloom ban ke jis taran mian ji aik mazloom bootha banate hain. mera aik dost bohooooot mutasir tha aur us ke saath mein gia in ke aik function mein wahan milla.Aap milay hain un se??? Mazloom thay musharraf ke time main..aur properties aur business barhtay jaarahay thay..
Han jab ye jilawatni mein tha! uss waqat ye manhoos khabees Pakistani community mein apne aap ko bohot mazloom ban ke jis taran mian ji aik mazloom bootha banate hain. mera aik dost bohooooot mutasir tha aur us ke saath mein gia in ke aik function mein wahan milla.
mera woh dost aab in per lanat bhejta hai, kia U turn kia uss ne jitni support inko milli ab gaib hai.
bilkul sahi.Bas jhootay tu shuru se hi hain ye log ...
Justice Khosa ne NS ko Godfather bilkol theek kaha hai.. Is case main kuch aur acha ho ya na ho...ye bhtt acha hua ke Justice Khosa ne inhein Godfather keh diya hai.. Ab ye hamesha Godfather hi kehlaaye jayein ge