What's new

Whatever

Aisa maine kab kaha ? :O
Main toh sirf ek observation paish kiya.

Kyun ki aab is thread mein sheron shayari shuru ho gayi aur sab ke sab pyar mohabbat pe :D

oh acha acha yani mahol khushgawar ho gaya hay aisa tou nahi kehtay k " woojood-e-zan sa hay tasweeray kainat ma rang":tup:
 
. . . . .
oh g itni mushkil zuban tou nahi boli hum nay

---------- Post added at 04:47 PM ---------- Previous post was at 04:46 PM ----------

kugga g ap kahan ghayab ho jatay hain by the way
 
. .
oh g itni mushkil zuban tou nahi boli hum nay

---------- Post added at 04:47 PM ---------- Previous post was at 04:46 PM ----------

kugga g ap kahan ghayab ho jatay hain by the way

Mein idher hi hn g mein ney kahan ghaib hona hai....:smitten:
 
.
main nahi hoon apnay wajood ma
mujay janay kis nay chura lia
mera sath rehta hay ek shakhs
Koi jadoo us nay cahla diya
meri rooh ma woh sama gaya
mujhay ishq karna sikha diya
meri zindagi wo buna gaya
mujhay jeena us nay sikha diya
Main tou khud se bhi tha na aashna
mujhay mujh sa us nay mila diya
meri zindagi ko badal diya
mujhay khush naseeb buna diya

AAAAAAAAAhhhhhhhhhhhh................
 
.
oh acha acha yani mahol khushgawar ho gaya hay aisa tou nahi kehtay k " woojood-e-zan sa hay tasweeray kainat ma rang":tup:

Wah wah kya baat kahi aapne.
Bilkul sahi, ladkiyan nahin hotey toh jindegi ke majeh hi nahin hotey.
But sometimes we get bored and irritated of their tantrums and try to break free from them, once free , we again long for their company.

Thats why I said

cant live with women

Cant live without them
it means "Wujood e zan sey hai tasveer e kaainaat mein rang"

Wujoo e zan means Existance of woman

Tasveer e Kainaat means picture of universe

Rang means color

Thanks Kugga, really helpful :) :cheers:
 
.
i just woke up for a while now. Just woke up to see market prices and its sad to see nobody congratulated me for 7k posts :cry:

bye for now
 
. . .
main nahi hoon apnay wajood ma
mujay janay kis nay chura lia
mera sath rehta hay ek shakhs
Koi jadoo us nay cahla diya
meri rooh ma woh sama gaya
mujhay ishq karna sikha diya
meri zindagi wo buna gaya
mujhay jeena us nay sikha diya
Main tou khud se bhi tha na aashna
mujhay mujh sa us nay mila diya
meri zindagi ko badal diya
mujhay khush naseeb buna diya


AAAAAAAAAhhhhhhhhhhhh................

There are very few people in this world who can do this...
 
. .

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom