Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Deleted, First i thought i should not post but couldn't resist myself. But you being one of the seniors said to delete this so i did.
btw that was a funny video
jee farmayen
kis ne roka hai aap ko
@ topic
aaj woh hmmm aur thank you wali posts missing hain - where are you huda jee?
iam here
kahan thee ghayab aap - aaj to qabron se uth kar shayar jaag gaye thay yahan
pata nai kis kis ne shairy post ki hai aaj
chalo khayr i am little bit tired now - so may take some rest
jabhi mayne ye thread per aj visit nhi kiya pata nhi kon kon agaye hain jihen defence k bare may kuch nhi pata bus whatever(chat romm) ki waja se community join krli bcz fb tou band hai kuch na kuch krna tou hai
han mayne kab mana kia may tou ye keh rahi hnk yahan per har us bande ka welcome hai jis ko defence may interest hai na k fb band hai tou whatever per chit chat krne k liye ajaolol.......
everybody is most welcome Huda jee - yahan pe kisa ka naam thorayi likha hai - its good to see some new members joining us in this thread
and don't worry - aap hamari senior ho aur senior hi raho gi zayada log dekh ke ghabra naa jaana
Itna toota hoon ki choonay say bikhar jaaoonga,
Ab agar aur dua dogay to mar jaaoonga !
Pooch kar mera pata, waqt ra-e-gah na karo,
Main to banjara hoon, kya jaanay kidhar jaaoonga !
Har taraf dhund hai, jugnu hai na charag koi,
Kaun pehchanayga, basti mein agar jaaoonga !
Zindagi, main bhi musaafir hoon teri kashti ka,
Tu jahan mujh say kahegi main utar jaaoonga !
Phool rah jayeengay guldaan mein yaadon ki nazar,
Main to khushboo hoon phizaon mein bikhar jaaoonga !
Itna toota hoon ki choonay say bikhar jaaoonga,
Ab agar aur dua dogay to mar jaaonga !
i luv thz poem