What's new

Whatever

meri itne saalon ki zindagi ka nachor nikal kar aik baat samagh aayi hai :rofl:

Shaadi se pehle insaan kutton ki tara hota hai jo poora din awaara gardi karta rahta hai, koi punctuality nahi hoti bas idhar udhar moo maar ke so gaya :rofl:

Shaadi ke baad insaan, insaan ban jaata hai aur uska aik partner hota hai jis se woh apni zindagi share kar sakta hai... naa ke akele hi har taraf tanhayioun main maara maara phirta rahay :lol:

So bhai logon shaadi karo jald se jald aur insaan ban jao :rofl:

Doosra Najariya: Shaadi ke baad Insaan ***** hi rahta hai.. Pahle Jahan poore din Awaaragardi karta tha wahin Shaad ke Baad apni Biwi ke aage Dum hilata rhata hai..

Ab khud Chun Lo: Din bhar Awaragardi ya Din bhar Jee-Hazzori... :D
 
.

Jee hazoori to har shakhs ki qismat main likha hai :cry:

to phir apni taqdeer se bhaag kar kahan jaa saktay hain :cry:

kam-az-kam awara gardi se to bachain ge :D
 
.
I love the guitar tune of this song

Last edited by a moderator:
.
546278_3590088105470_1071376064_3222692_253637995_n.jpg
 
. . . . . . .
Whats written in Urdu..?
Tum Haya-o-Shariat ke taqazon ki baat karte ho
Hum ne nangay jismon ko malboos-e-haya dekha hai
Dekhay hain hum ne Ahraam main liptay kai libaas
Hum ne ka'ee baar may-khane main Khuda dekha hai

written by Allama Iqbal

ps: Just copying the poem of Iqbal so no need to argue about anything
 
.
aaj agar shaadi ki hoti to yeh din naa dekhna parta :cry: :rofl:
 
.
Went to the Dubai airport to do some planespotting, and a A330 landed, and it was like a fighter jet just took off!!!

THe thrust reversers just made tremendous noise.

Yes, there is a black stone inside this box. It's called "Hazre-e-Aswad"

You can read more from the wiki link: Black Stone - Wikipedia, the free encyclopedia

If you didn't understand then please let me know and I shall explain in simple English

Ain't it Hajr-e-Aswad?
 
.
Went to the Dubai airport to do some planespotting, and a A330 landed, and it was like a fighter jet just took off!!!

THe thrust reversers just made tremendous noise.

Ain't it Hajr-e-Aswad?

oop that's just a typo Sir,

I meant to say "Hajr-e-Aswad"
 
. .
Back
Top Bottom