thank you and waiting for
S.U.R.B
Nai yarr din to fan ke neeche muskhil sae guzree ga...... wo suna hoga ap nae,
aya hae may ka mahina
baha chotti sae aerri tak pasena.
May guzar gya bass,or garmi zoron par hae.khass kar pindi mein to traffic bhe kafi hoti hae(as compared to Isloo) .......yahan thand partee hae to bhe zabardast or garmi bhe zoron walle,pur aik faida hae haftee badd barish ho hae jatee hae agar garmi teez pare.
Overall there is not much of a difference.
And to your question,atleast manage a wall AC somehow if split isn't available.
Merra ziyada waqt O.T. mein guzarta har jahan 15 degree sae temperature oper nahi janne dete,bahir 40 degree tak hota hae ,amoman 10 baje ke bad garmi zoor pakar lete hae,or sham 6 baje tak teez rehtee hae agar badal na aein.
If you are in Islamabad your location and house front view matters too.Margalla view walle dopehar mein jall jate hae or pindi view wallon ko sirf subh ke waqt garmi bardast karne partee hae.
Plus load shedding bhe satati hae agar generator wagera ya UPS na ho too......
orr ye bhe aik factor hae ke ap kis ilaqee sae kochh karke yahan tasreef la rahe hee, agar sibbi ya kisse garam medane ilaqee sae aa rahe hae to yahan humidity or garmi ko bardast karne mein asani ho gee,shayad phir fan ke neche guzara ho gaye.
Anything further you wanna know?