What's new

Whatever

aj sey khuc sal pehley is movie ki cd a gaye hamarey ghar (galti sey :P)


wo din aur aj ka din. Meri behan ney to rata mar liya ho ga is ka :rofl::rofl:
hahahahaha
mayne bhi pata nhi kitni bar dekhi hai ye movie
 
زندگی صرف ہمارے ہی ساتھ نہیں
نہ یہ ہماری وجہ سے ہے
بلکہ زندگی ہر جگہ موجود ہے
معلوم نہیں اس کا آغاز کہاں سے ہوا

(IQBAL BHAI)
:smitten::smitten:
 
زندگی صرف ہمارے ہی ساتھ نہیں
نہ یہ ہماری وجہ سے ہے
بلکہ زندگی ہر جگہ موجود ہے
معلوم نہیں اس کا آغاز کہاں سے ہوا

(IQBAL BHAI)
:smitten::smitten:

kiya ap key bhai ka nam Iqbal hai??


kuyn key mujhey ye Allama Iqbal ki shairi nahi lagti :undecided::undecided:
 
"BACHPAN"
..Bachpan k dukh kitne achay hote they...
Tab dil nahi khilonay toota karte thay...
Wo khushiyan b janey kesi khushiyan theen...
Titli pakar kar uchla karte thay..!!

Chotay thay to makr-ofaraib b chotay thay...
Dana dal kar chiriyaan pakra karte thay...
Apne jal jany ka b ehsas na tha...
Jaltay sholon ki taraf lapka karte thay..!!!

Ab aik ansu giry to ruswa kar deta hay...
"BACHPAN" main to jee bhar k roya karte thay...!!!
 
Fools and fanatics are always certain of themselves, but wiser people are full of doubts
 

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom