BlackenTheSky
SENIOR MEMBER
- Joined
- Oct 26, 2009
- Messages
- 1,809
- Reaction score
- 0
- Country
- Location
itni khaali jaga hai let's play cricket
cricket?..i was thinking to have a formula1 race
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
itni khaali jaga hai let's play cricket
cricket?..i was thinking to have a formula1 race
Then you were thinking wrong because there are two much Khaddas and jhatkaas in the road that a formula one cannot survive here....
It's best for cricket worst for racing ...
neither your thinking nor mine,let's play soccer..simple
Baqi batein choro tmhaari woh calss fellow kaisi hai ??
Theek hai,ahi thodi der lage gi phir sa kuch waise hi hoga jaise expected hai.
Woh tou tyaar hai tmhain tym chaheye.
wese konsi class mein ho tm ??
ATTITUDE
12th.....
yar mere parent mujhe kehte hai ke Pakistan mein studies ka standard high hai,waha jakar apni further studies karo agar chahte ho to,but i want to stay in Kuwait only aur woh maangaye hai,but i still doubt ke kahi woh mujhe bhej hi na de...
hmmm
Koi nai dost aik na aik din mil jaaey gi agar na bi mili tou koi nai koi aur sahi ..
Pakistan aa jaao yaar ziada behtar hai...woh sahi keh rahey hain... phr tmhain job ka bi masla nahi job kuwait ja k kar laina...
Yar honestly speaking,kuwait mein jo Pakistan ki degree se job karta hai,uski payment 400 to 500 kd hoti hai atleast..but people jo western degree ya kuwait ki degree se karte hai,unki payment 800 to 900 kd hai..even some ppl earn 1000+ kd.
Tou phr tmhaarey parents kion kehtey hain pakistan ki parhaai ziada achi hai ??
Actually mere dad ko Pakistan se bohot pyar hai,woh yeh baat maane ko tyar hi nahi ke Pakistan se zyada achi studies kahi aur hain....aur woh yeh bhi nahi maante ke Pakistani degrees ki value kam hai Kuwiat mein..but i know kyounke yaha par kuch dost hai jin ke paas Pakistani degrees hai aur unko yeh situation ka saamna hai