What's new

Whatever

emotional.jpg
 
yeh soch kr torr dia tasbeeh k dano ku kia
gin gin k name lena ju deta ha be-hisaab....
 


---------- Post added at 04:41 AM ---------- Previous post was at 04:40 AM ----------

yeh soch kr torr dia tasbeeh k dano ku kia
gin gin k name lena ju deta ha be-hisaab....

Good one...
 
Last edited by a moderator:
zabt ka ehad b hai shok ka paiman b hai
ehad-o-paiman se guzar jane ko jee chahta
hai dard itna hai keh har ragh mein hai mehshar barpa
aur sakoon aisa hai keh mar jane ko jee chahta hai
 
Na who farishta ho na farishte jaisa ho
Mujhe talash hai uski jo mere jaisa
ho Mere khalus ko pehchanta ho bus kafi hai Woh koi bhi ho,
kahin bhi ho, kaisa bhi ho
Jo khawaab dene ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sake
woh aisa ho Meri khatir marne ka hosla bhi rakhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us se to Muskra ke manayee, woh
aisa ho Jo baat kare to woh nibha bhi sake
Iradon mein woh apne chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansne ka hunar janta ho
Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us ke pyaar ki thandak ho mere liye aisi Ke
woh to bilkul aasman ke chand jaisa ho
Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chale azam-o-wafa rakhta ho...!!!
Naaz uske na uthayoon tu gilla na kare Woh
mera dard sehne ki ada rakhta ho!!!
 
Back
Top Bottom