What's new

Whatever

.
may 20 thanks has been removed............
Its 18 for sure and i guess i did see 4355 as well meaning 24 thanks

app bhe soda kar lein Imran bhai sae;).....ya agar ihtejaj ka mood hae to bhe hazir hon.:sniper:
 
. . . .
Bohat farsooda lagte hain mujhe ab yaar k qisse,
Gul-o-gulzar ki baaten, lab-o-rukhsar k qisse ,

Yahan sub k muqaddar main faqat zakham-e-judai hai,
Sabhi jhoote fasane hain wisal-e-yaar k qisse,

Bhala ishq-o-mohabbat se kisi ka pait bharta hai?
Suno tum ko sunata hoon main karobar k qisse,

Mere ahbab kehte hain yahi aik aeb hai mujh main,
Sar-e-deewar likhta hoon, pus-e-deewar k qisse,

Main akser is liye logon se ja ker khud nahi milta,
Wahi be-kar ki baaten, wahi be-kar k qisse...!!!
sar-e-deewar likhye magr yeh dunya bardasht ni karti......sach karwa hota hai....
 
. . . .
yaar apna naseeb hai un students ke pass wo hai jo saudi riyal us ke agy mitti hai. tum nhi janty shayed sab kuch nhi milta zindgii main sab ko

insaan ko woh kabhi milta jis ko usko khwaish ho woh chez usko milti hain jis ki usko qadar bhi na ho aur apko woh milti hai jo apko nhi chaye
ya
"insaan us chez ki qadar nhi krta jo us k pass ho usko woh chez chaye jo usse kabhi mil he nhi sakti"
 
.
sar-e-deewar likhye magr yeh dunya bardasht ni karti......sach karwa hota hai....

sach isi liye tou karwa hota hai bcz woh sach hota hai jhot tou thore time k liye ap k dil ko jhoti umeed de deta hai
 
Last edited:
.
insaan ko woh kabhi milta jis ko usko khwaish ho woh chez usko milti hain jis ki usko qadar bhi na ho aur apko woh milti hai jo apko nhi chaye
ya
"insaan us chez ki qadar nhi krta jo us k pass ho usko woh chez chaye jo usse kabhi mil he nhi sakti"

kuch cheezy insaan sirf cha sakta hai hasrat ker sakta ho zindgi bher nhi milty or kuch chezzy aysy hi mil jaty hai jis ki hamy khahish hi nhi hoti.:frown:
 
. .
ترے دريا ميں طوفاں کيوں نہيں ہے
خودي تيري مسلماں کيوں نہيں ہے
عبث ہے شکوئہ تقدير يزداں
تو خود تقدير يزداں کيوں نہيں ہے؟

(IQBAL BHAI)
:smitten::smitten:

---------- Post added at 12:04 AM ---------- Previous post was at 12:03 AM ----------

kuch cheezy insaan sirf cha sakta hai hasrat ker sakta ho zindgi bher nhi milty or kuch chezzy aysy hi mil jaty hai jis ki hamy khahish hi nhi hoti.:frown:

insaan bhut na shukara hai
yehi masla hai
 
.
ترے دريا ميں طوفاں کيوں نہيں ہے
خودي تيري مسلماں کيوں نہيں ہے
عبث ہے شکوئہ تقدير يزداں
تو خود تقدير يزداں کيوں نہيں ہے؟

(IQBAL BHAI)
:smitten::smitten:

---------- Post added at 12:04 AM ---------- Previous post was at 12:03 AM ----------



insaan bhut na shukara hai
yehi masla hai


insaan jald baz bhi hai shayed
 
.

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom