kam to imtaizi hae parr wo sirf students sae share karte hein....kehtein hein aik barr kisse nae bohat israr kia tha to batana par gya ,or kuon ke Zia ul Haq sahib ub iss dunya mein nahi iss liye Allah unhein mauf kare .....
Baat ye hue kee jawani mein wo as colonel MH mein thee...Zia ul Haq sahib ke tabiyatt kharab ho gye to wo 4 din ke liye MH dakhil ho gye.
wahan masla pait(abdomen) ka tha . ub unhain enema dena tha.Orr unn dinon humare ustad e mohtram ke duty thee wahan.
buss unhein to pehlee sae bhamp liya tha ke kuon ke commandant sahib to ye kam nahi karein ge ,barre un he ke ayye ge.
hota yon hee ke enema dette hue zayada tar protocol follow nahi kia jata usually.because sometimes it's required immediately.orr ye amm sa kam he books bhe iss ko zayada mention nahi kartein.
Kuon ke President sahib ka enema tha iss liye kam barre chabukdasti orr ehsan tarqee sae mukamal karna tha orr aik khobsorat see trolly saja kar un ke khidmatt mein le gane thee.Enema trolly has it's own usual requirements.Ub unhain masla parr gya ,achanak unhain khiyal aya ke unhon nae aik book mein parha tha or highlight bhe kia tha sab chezon ke nam.
Buss mosof nae doorr laga de gharr ke taraf.Book ka nam tha surgical handicrafts(after my conversation he recommended me that book and i have it in my bookshelf.)
wahan sae sab lawazmat parh karr trollay tarteeb de or Zia ul Haq sahib ke takaleef door kar dein.
ye koi 4 din mein 4 barr hua....after which he got discharged.
Zia ul Haq sahib nae un ke bohat tareef ke...or After that he got (TI) i'm sharing this after his permission.An excellent man he is...we students love him.