What's new

Whatever

. . . . . . . . . .
chalo bhai. If some one wants some funny football avatars then you may like this

etdyr7.gif


airsoccer.gif


2i73iw1-jpg.gif
 
. . . .
dekh ker lagta hai mery papularty main bhut izafa ho raha hai yahaan jesy zardari ki pakistan main.hahahahhahha loggon ko aik topic to mila shuker hai .


Tanhaai kaat khaa rahi hai aapko kia

nhi yaar itni bhi nhi main adi hon is ka.or mughy acha lagta hai ager koi na ho to.

apko kia pata kesi hoti hain
kia bhut experienced hain ap sir??

nhi hai to nhi per ho jay ga ager saal chuti jaoon pakistan tab.:P


ap ko ye kush fahmi q hain hai koi apse baat krne ki khosish kregi??

hmmmmm wesy phir dafa kero aysi vecation 4000km door jay or koi bat bhi na kery to phir yahaan hi acha hai.kiyoon itna nuksaan kery.:rofl:


han woh tou thek hai apko aik kiya bhut pasand ajayegi bcz pakistani girls hai he itni achi per problem ye hai k ap kisi ko pasand .........

wesy to ye baat bilkul sahi hai zindgi guzarny ke liye dono side ka pyar hona dosti or trust hona zaroori hai ager ye na ho ya aik side ho dosri na ho tab zindgi bhut mushkil se guzarti hai kabhi kabhi nhi guzer pati.or mughy umeed hai koi na koi ho gee is dunya main jis ko main bhi pasand aoon ga.or ager na bhi aya to arrange marrage ker ke shadi ke baad apni poori koshish kero ga ke wohi keroon jo us ko passand ho.or us ke pasand ban sakoon ab banda dil to de sakta hai jan nhi .. leken ager phir bhi koi na mila jo mughy pasand kery tab bhi sad poetry nhi likhta phiroon ga:rofl:

Actually Imran bhai ki personality bohat zabardast ho gi tab hi tou itney confident hain

Isey khushfehmi nahi confidence kehtey hain huda jee

main nhi kehta itni achi hai per itni buri bhi nhi. ab wesy bhi change ho rahi hai achai ki traf:angel:



kon hai bhi woh jese ap jese ache aur sache insaan ka yahan ana pasand nhi

hain koi jin ko khuda wasty ka hi hamara ana passand nhi . kuch aysy bhi hain jo humy muft main tang kerty rehty hai:taz:


is ko over confidence kehte hain bhai

app ko andaza nhi hai per is over confidence ne mughy bhut kuch diya hai zindgi main. main ne apni working life main is se itna kuch pa liya hai 4 saal main log jtina 10 main bhi na ker paty. hum pakistani log zaheen hai mehnty hai per ya to hum educated nhi ya phir confident nhi. main educated nhi bari mushkil se FA kerny tak phuncha per confidence ne zindgi badal dee. i advice be over confedent:tup:



yeh sb becharay imran bhai k peechay kuo lagayhoway hain
its gheebat na woh becharay abhi yahan nahi hain .........

baat to sach hai per baat hai ruswai ki.in ko bhen jee koi bari problim hai lagta hai mugh se.:rofl:


per humne un k liye posts chor di hain k a k parh len

jesy app logoon ne tareefoon ke pul bandh ker chory hai leken acha hota ager main yahaan hota jab app ye sab irshad farma rahy thy.


GEEBAT nhi he ye
blke aik acha kam kr rhe hen munafkat se bch kr

gee ye kuch theek hai per ager posts edit hoon tab?


aap jo marzi kahein over confidence bi tou after all confidence hi hota hai ...

in ko kya pata yaar dunya main kesy kam hoty hai:devil:

chalo khair hai. Imran bhai ko aney dien. Repost kar deya jaye ga sub khuch


main to subah hi dekh ker gya tha zara kam se socha farigh ho ker in ko seedha kerta hoon hhahahahhh
 
.

Latest posts

Back
Top Bottom