Durrak
SENIOR MEMBER
- Joined
- Oct 18, 2009
- Messages
- 3,355
- Reaction score
- 5
- Country
- Location
mughy lagta hai mughy theek laga ye or bat hai ke dosroon ko wo ghalat lagta hai
duro ko galat lgta he lekin mjhe blkul theek lga he k ap ko galat lga he
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
mughy lagta hai mughy theek laga ye or bat hai ke dosroon ko wo ghalat lagta hai
duro ko galat lgta he lekin mjhe blkul theek lga he k ap ko galat lga he
haan bhi kiyoon ke mamla app ke personal sher ka jo hai
ab ap jo bhi bolen bhai
na na bhen jee app ko naraz nhi kerna
ok chory sher ko or koi bat kerty hai app ka favorite topic?
I was thinking ke PDF pe kuch logon ki english itni achi nahi hai, espacially hum Pakistani members main se kuch log hain jo lack of english ki waja se misunderstand karte hain posts ya phir likh nahi paatay. May be humain koi aisi thread banani chahiye jo hamari community ki help karay english seekhne main. I am sure kaafi log espacially Whatever thread ke log sahi english nahi bol paate jis ki waja se baat ka matlub badalne ka chance ho jaata hai. Suggest any idea peoples?
Kya karna chahiye un logon ka - Main participate karne ko tayyar hon, jis tara bhi meri help chahiye aap logon ko - next koi aur dhondho
bohat sare hen
sab acha hai per yaar jadujihad mat kero hum nhi ekhny waly ab hamary umer guzer chuky hamary zamany ke to note ab nhi chalty
ALLAH HAFIZ
yehi topic hai?
note to ab hamare zamane ke bhi nahi chalte Imran bhai mujhe yaad hai jab Pakistan main "sikkay" (coins) bhi howa karte thay aur itna sasta zamana thaa ke 2-4 rupees main hum kuch naa kuch khaa pee bhi sakte thay. School se ghar aana ho to itna "karaya" de ke ghar aa sakte thay. Aur agar kuch lena ho to top pops aur chocolates waghera araam se mil jaati thee
Ab to bank ne woh note bhi khatum kar diye howay hain, ab to shayad 1 rupee ka note hai bhi ke nahi...... yeh bhi yaad nahi..... 2 rupees ka bhi badal gaya - balke saray hi badal gaye
PS: Hamare zamane main 1,2,5,10,20,50,100,500 aur 1000 ka to bohat hi bara note thaa. 1000 rupees ka pata nahi kya kuch nahi aa jaata thaa us zamane main
Burger 7-8 rupees ka hota thaa phir barhte barhte 12 rupees tak gaya i think jab main UK aa gaya
ahan itla he
wese ap aik book kyn nhi likhte
jab me uk a gaya
is per ab banda kya kahy ALLAH HAFIZ