What's new

Urdu & Hindi Poetry

One out of the Box..:p:

"Kaam Aisa karo ki Naam ho jaye, varna naam aisa ho ki sunte hi Kaam ho jaye"..:cheesy::D
 
Firdous Ashiq Awan and Mukhtar Javai Kundi hehehehehe

Firdous Ashiq Awan - Pak Politician who is Mukhtar Javai Kundi ...:)
On Topic....

Deewar kya giri mere kache makaan ki..
Logon ne mere ghar me raaste bana liye !!

Dekhiye Fir Galat fahmi Me Dal Diya Na..!!
Muskura kar Guzarna Zaroori Tha Kya..??.......
 
Sabit hua key mujh sey muhabbat nahi rahi…
Wo shaks mujh ko dekh ker nazar chura gaya.!


Sabit qadam wo rehtay thay har haq ki bat per..
Sajda khuda ka kertay thay khanjar ki dhar per!!



Ghar mai aik doggy rakh lo, problem solve ho jaay gi

Jin gharo main bevafaa log nai hote..
Un gharo main kabi Dog nai hote...hehehe




 
Yehi kaafi hai gar jan^na chahte ho bewafa ki qadar
Keh doggy bhi nahi basta kisi bewafa ke ghar
vo befaa tha jo nikla hamein gamein -ishq dekar..
naame- wafa doggy hi raha mere paas rukkar"""... :-)
 
vo befaa tha jo nikla hamein gamein -ishq dekar..
naame- wafa doggy hi raha mere paas rukkar"""... :-)

gar etnay hi ba-wafa hote tum aur doggy ki qadar pehchan paatay
tu wafa ki qasam log tumhare ashianay pe rasta na banatay.

:pop::pop::pop:
 
gar etnay hi ba-wafa hote tum aur doggy ki qadar pehchan paatay
tu wafa ki qasam log tumhare ashianay pe rasta na banatay.
qadar mohabbat ki kee hamnien kya doggi kya bewafaa...
dil pe akal jinki bhari hai..vo hi aksar rahtein hai khafa khafa...:-)
 
qadar mohabbat ki kee hamnien kya doggi kya bewafaa...
dil pe akal jinki bhari hai..vo hi aksar rahtein hai khafa khafa...:-)

har sarak chhap ranjhay ke bas ka mohabat khail nahi hai
har aira ghaira aj kal mohabat mohabat kehta phirta hai

:pop::pop::pop:
 
har sarak chhap ranjhay ke bas ka mohabat khail nahi hai
har aira ghaira aj kal mohabat mohabat kehta phirta hai
Tajurbe ki baat main samaj gaya..
are idhar doggy tha, kidhar gaya.." :-)
 
Tajurbe ki baat main samaj gaya..
are idhar doggy tha, kidhar gaya.." :-)

Doggy hi nahi pala thaa tum ne tabhi howay tumhare yeh halaat
yeh tu wohi baat hoi k mara koi bhi nahi, rotay rahy saari raat

:pop::pop::pop:
 
Last edited:
Doggy hi nahi pala thaa tum tabhi howay tumhare yeh halaat
yeh tu wohi baat hoi k mara koi bhi nahi, rotay rahy saari raat

jo hum umar hamara tha,vo hamara na hua..
humein hamara na hona use gawara na hua..
doggy ko bi manjil mili..vo kawara na hua..
humein chot khake bi bina uske gujara na hua..:-)
 
jo hum umar hamara tha,vo hamara na hua..
humein hamara na hona use gawara na hua..
doggy ko bi manjil mili..vo kawara na hua..
humein chot khake bi bina uske gujara na hua..:-)

hai tumhari qismat mai kanwara rahna
har haftay laila ke bhaion se chot khana
agar chahte ho tum apny halaat badalna
chor do tharakpan ko mohabat samjhna

:pop::pop::pop:
 
Back
Top Bottom