What's new

Urdu & Hindi Poetry

ﯾﻘﯿﻦ ﮐﯿﺴﺎ؟

ﮔﻤﺎﮞ ﮐﯿﺴﺎ؟

ﻋﺮﻭﺝ ﮐﯿﺴﺎ؟

ﺯﻭﺍﻝ ﮐﯿﺴﺎ؟

ﺳﻮﺍﻝ ﮐﯿﺴﺎ؟

ﺟﻮﺍﺏ ﮐﯿﺴﺎ؟

ﻣﺤﺒﺘﯿﮟ ﺗﻮ ﻣﺤﺒﺘﯿﮟ ﮬﯿﮟ

ﻣﺤﺒﺘﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺣﺴﺎﺏ ﮐﯿﺴﺎ؟؟
 
.
Ijaz Rehmani reciting his Ghazal


link: http:// www. youtube. com/ watch?v = 0tCUJoeNi18 (remove space)

Ijaz Rehmani.JPG
 
.
Muzaffar Warsi (Poet of famous Nazam "Pakistan Ka Matlab Kya")


link: http:// www. youtube. com/ watch?v= mp-6cyLA5f8


Muzaffar Warsi.JPG
 
. . .
uzr aanay may bhi hai aur bulaatay bhi nahi
Baais-e-tark-e-mulaqaat bataatay bhi nahi

kia kaha phir to kaho hum nahi suntay teri
nahi suntay to hum aisoN ko bataatay bhi nahi

khuub parda hai k chilman say lagay baithay hain
saaf chuptay bhi nahi saamnay aatay bhi nahi

ho chuka tark-e-ta'aaluq to jafaayain kiu hoN
jinko matlab nahi rehta vo sataatay bhi nahi

zeest say tang ho ae Daagh to jeetay kiu ho
jaan pyaari bhi nahi, jaan say jaatay bhi nahi
 
. .
Ik mom ki guriya hai
Ik prem kahani hai

Ik shaakh hai naazuk si
Kaliyon ki jawani hai

Woh phool ki tittli hai
Shola hai k paani hai

Hai shaan samandar ki
Lehron ki rawani hai

Woh noor-e-sehar hai ya
Ik shaam suhani hai

Dekhoon to sapna hai
Sochoon to kahani hai

Kia naam rakhoon uss ka
Kia baat kahoon uss se

Woh din ka ujaala hai
Woh raat ki raani hai

Ik mom ki guriya hai
Ik prem kahani hai
 
.
سارے منظر ایک جیسے، ساری باتیں ایک سی
سارے دن ہیں ایک سے، اور ساری راتیں ایک سی

اب کسی میں اگلے وقتوں کی وفا باقی نہیں
سب قبیلے ایک سے ہیں، ساری ذاتیں ایک سی


"منیر نیــازی"
 
. . .
Tumhare shaher ka mausam barha suhana lagge..
Main eik shaam chura loon agar bura na lagge..

Joh doobna hai to itne sakoon se doobo
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata naa lagay

Tumhare bas mein agar ho to bhul jao mujye..
Tumhe bhulane mein shayad mujye zamana lagge..

Humare pyaar se jalne laggi hai eik duniya..
Duwa karro kissi dushman ki bad duwa na lagge..

Main eik shaam chura loon agar burra na lagge..
Tumhare shaher ka mausam barra suhana lagge..

Jo dub na hai to itne sakoon se dubbo..
Ke *** paas ki lehroon ko bhi pata na lagge..

Kuch is aadha se mere saath bewafai kar..
Ke tere baad mujye koi bewafa na lagge..

Tumhare shehar ka mausam barra suhana lagge…
Main eik shaam chura loon agar burra na lagge…

Youtube video of this song (little bit boring song but has a great poetry)



Can you translate this for me, brother ?
 
. .
10492220_594923107288701_1781316228041566891_n.jpg

10462957_645560535531687_2969625595532908690_n.jpg

داورِ حشر، مجھے تیری قسم!
عمر بھر میں نے عبادت کی ہے
تُو میرا نامہ اعمال تو دیکھ
میں نے اِنساں سے محبت کی ہے

(شاعر: احمد ندیم قاسمی)
 
. .
Back
Top Bottom