What's new

Random songs and videos

Status
Not open for further replies.
Hamara to koi pamper friend hi nahi bana. Asal main hamaray zamanay mai pemper hi nahi hua karte thay...aya ya kabhi kabhi amaan yuhin nangay chutaron par bitha deti theen ya napkin baandh deti theen. :undecided:

haan, apto yehi, 1917 ki pedaish hain na...lol
 
.
main vee lahore takkeya vay...pehle chhota hunda sii...hun wadda ho gaya hay.
 
. .
haan, apto yehi, 1917 ki pedaish hain na...lol

Ji haan janaab, asaar-e-qadeema ki ek choti si yadgaar hain hum.
Kisi ne kaha hai na ke: Khunderaat bata rahe hain ke imaarat thi shandaar: :enjoy:
 
.
tum log lahore tamash bini karne atay ho...meri soi hui ghairat jaag rahi hay...
 
.
Ji haan janaab, asaar-e-qadeema ki ek choti si yadgaar hain hum.
Kisi ne kaha hai na ke: Khunderaat bata rahe hain ke imaarat thi shandaar: :enjoy:

achhay...to aap Qaide Azam kay puranay sathi hongay phir...kya aap nay minare pakistan ka rung white karwaya tha?
 
.
Lahore Lahore ay!

Kinna sona tennu rabb ne banaaya. :smitten:

 
Last edited by a moderator:
.
yaar, hamari mhefil main koi aur shamil hi nahin hota.
 
. . . .
achhay...to aap Qaide Azam kay puranay sathi hongay phir...kya aap nay minare pakistan ka rung white karwaya tha?

array nai yaar...Neo praa nay hi to khali zameen dekh ker kaha ta ke yahan lahore bannay ga ...lolz
 
.
array nai yaar...Neo praa nay hi to khali zameen dekh ker kaha ta ke yahan lahore bannay ga ...lolz

Oh na ji naaa...hor bohot pehle hek din main Chandar Gupt Muria nu dasseya ...Oye Tu bhaag yahan se saleh! :lol:
 
. . .
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom