What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Agar NS ka sarkon per ana justified nahi hy tau IK ka sarkon per ana kaise justified ho sakta hy? Do you realize we are at tipping point? SC is already enduring political mudslinging. I am sure there are far better ways to tackle this reference; ideally this frivolous reference should not last a hearing.

Its simple make or break.

I can bet you technicalities are at his side.

People are just too busy debating the delay tactics.

Khuda Hafiz ho chuka hai mulk. Like literally
 
.
naya naya bachelor hua hai. life tou enjoy karlene dein thori si.

Wwaisay baqi sab ke tou careers ko khatra hai.. IK ki jaan kafi khatray main hai aaj kal. Agar uss ko kuchh hua tou phir sab kuchh wapis usi tarah peaceful hojaega jaisay pehlay tha. Lekin mujhay sirf yeh samajh nahi aati ke aik aadmi ki jaan ko khatra hai aur woh phir bhi open main betha hai... baghair kisi protection ke address karta hai... kab tak security agencies uss ke khilaaf foil karti raheingi murder attempts? Sari agencies request kar kar ke thak gaee hain... agar IK ko uss ki apni ghalti ki wajah se kuchh hua tou mulk ko wapis usi jagah pohnchanay ki zimmedari bhi usi par hogi...

Mujhe tu ab lag raha hai ke judges aur JIT members ki jaan ko bhi khatra hai.. Uske ilaawa, Judges ke against bhi koi scandal laanay ki koshish zuroor ki hogi..esp Justice Khosa ke against.. Justice Khosa aur IK..ek jitnay nishanay par hain PML N ke.. Lekin thankfully Justice Khosa ke against kuch mila nahi shayad..pooray career main..is liye ye panama judgment ke remarks hi reh gaye... IK ke against Gulalai ko le aaye jo fauran hi expose hogayi.. JIT members, judges aur IK..sab ko apni security ka bhtt khyal rakhna chahye aur tayyar rehna chahye ..ke koi bhi jhoota scandal kisi bhi waqt aasakta hai, unke against..
 
.
Unfortunately IK missed the only chance he had to get the electoral system reformed back in 2014. NS was all ready to accept everything except resignation.

Sir

2014 main tou carrot thi.. NS ke iqtedaar main rehtay koi kaam nahi hona tha.. yeh bilkul TORs wala muamla sabit hota.

aur abb tou mujhay lagta hai ke NS ki disqualification ka bhi koi faida nahi hai.. kyun ke asal iqtedaar tou usi ke paas hai.
 
.
Whats wrong in doing simple jalsas to support judociary? NS is doing rallies, to malign judociary.. How will IK doing simple jalsas, or even rallies, wrong..if reference is actually filed against Justice Khosa? What was lawyers' movement for?

Simple Jalsas and mobilization of the masses are two different things. IK and other political leaders have already shown their trust in SC. As for jalsas to nullify NS campaign against judiciary, any such campaign will do no good to SC, it'll rather drag SC into another controversy.
 
.
泼辣也是他提哦你

kisi fia walay se puchwaya tha... uss ne kaha ke aik ke upar tou masla nahi hai.. aanay do koi baat nahi..

Consumer electronics hai. One allowed hai per law if mulk se bahar tax diya hai excluding TV above 50 inches and worth of above 500 dollars.

Qanoon ye kehta hai.

Per qanoon ye bhi kehta hai k dabbay se nikal do jaali receipt bhi dikha do.

Ye Pakistan ki problem hai same as this verdict.

Technical details due to having two sets of principles of justice.

Insaaf ki baladasti nahi
Qanoon ki honi chaiye

Isse gehri baat me nahi kar sakta urdu me
 
.
Sir

2014 main tou carrot thi.. NS ke iqtedaar main rehtay koi kaam nahi hona tha.. yeh bilkul TORs wala muamla sabit hota.

aur abb tou mujhay lagta hai ke NS ki disqualification ka bhi koi faida nahi hai.. kyun ke asal iqtedaar tou usi ke paas hai.

Ahmed pansota says Justice Ijazul Ahsan is back from abroad...he should join SC from Monday onwards.. Dekhtay hain ke woh kia kartay hain..ab?
 
.
Mujhe tu ab lag raha hai ke judges aur JIT members ki jaan ko bhi khatra hai.. Uske ilaawa, Judges ke against bhi koi scandal laanay ki koshish zuroor ki hogi..esp Justice Khosa ke against.. Justice Khosa aur IK..ek jitnay nishanay par hain PML N ke.. Lekin thankfully Justice Khosa ke against kuch mila nahi shayad..pooray career main..is liye ye panama judgment ke remarks hi reh gaye... IK ke against Gulalai ko le aaye jo fauran hi expose hogayi.. JIT members, judges aur IK..sab ko apni security ka bhtt khyal rakhna chahye aur tayyar rehna chahye ..ke koi bhi jhoota scandal kisi bhi waqt aasakta hai, unke against..

Aabhi filhaal judges aur JIT ki jaan ko khatra nahi hai..

IK is the key here. Aagar kisi tarha yeh log IK ko line se hatanay main kaamyaab hojatay hain tou Jjustice Khosa bhi gaey, aur Gulzar bhi, aur saath saath JITmembers bhi. JIT members tou waqai rely kar rahay hain ke abb kabhi NS ya Zardari ke iqtedaar ka sooraj tulu na ho.. warna they have already thought about migrating.
 
.
Sir

2014 main tou carrot thi.. NS ke iqtedaar main rehtay koi kaam nahi hona tha.. yeh bilkul TORs wala muamla sabit hota.

aur abb tou mujhay lagta hai ke NS ki disqualification ka bhi koi faida nahi hai.. kyun ke asal iqtedaar tou usi ke paas hai.

2014 mein jo kuch bhi tha per IK ke pass bohat kuch tha panay ko, hamain aik bohat acha electoral system mil sakta tha per IK was too naive to understand the ground reality. What did we achieve? Musharaf's departure, is ke liye tau IK nahi nikla tha.
 
.
Aabhi filhaal judges aur JIT ki jaan ko khatra nahi hai..

IK is the key here. Aagar kisi tarha yeh log IK ko line se hatanay main kaamyaab hojatay hain tou Jjustice Khosa bhi gaey, aur Gulzar bhi, aur saath saath JITmembers bhi. JIT members tou waqai rely kar rahay hain ke abb kabhi NS ya Zardari ke iqtedaar ka sooraj tulu na ho.. warna they have already thought about migrating.

Jis par bhi inhein chance milay ga..usay target karein ge.. Chahay IK ho....ya judges ya JIT members.. Main ne nahi socha tha ke ye log waqayi Justice Khosa ke against reference ka soch rahay honge.. Ye tu waqayi serious niklay.. Mera khyal tha ke itni bari bewaqoofi nahi karein ge.. But they are ready to do anything and go to any extent.. Ye waqayi ek mafia hain..

Ab key role Justice Ijazul Ahsan ka hoga.. Dekhtay hain le woh kia kartay hain?
 
.
2014 mein jo kuch bhi tha per IK ke pass bohat kuch tha panay ko, hamain aik bohat acha electoral system mil sakta tha per IK was too naive to understand the ground reality. What did we achieve? Musharaf's departure, is ke liye tau IK nahi nikla tha.
hosakta hai aap theek kehtay hon.
 
. .
If PTI agitate against this move too much, it will unnecessarily drag the the supreme court into the political arena and give the issue too much media hype. Right now the correct way is to lambast PMLN through low-scale moves publicly.

PMLN want judges to be controversial and to look politically aligned, PTI shouldn't follow them blindly.
 
.
Jis par bhi inhein chance milay ga..usay target karein ge.. Chahay IK ho....ya judges ya JIT members.. Main ne nahi socha tha ke ye log waqayi Justice Khosa ke against reference ka soch rahay honge.. Ye tu waqayi serious niklay.. Mera khyal tha ke itni bari bewaqoofi nahi karein ge.. But they are ready to do anything and go to any extent.. Ye waqayi ek mafia hain..

Ab key role Justice Ijazul Ahsan ka hoga.. Dekhtay hain le woh kia kartay hain?

Judges aur JIT members ki jaan lene ka koi fiada nahi hoga inhain..

Bbaqi dekhtay hain incomplete verdict dene walay abb chhuttian mana kar aanay ke baad kia kartay hain.

Waisay GEO ki contempt ka kia hua? Nihal hashmi kisi ko yaad hai? aur baqi logon ki taqreerain kia sirf as music sunnay ko jama ki theen?
 
GEO aur Nihal Hasmi ke cases 21st aur 22nd august ko fix huay thay lekin..ab next week ki cause list main nahi hain
 
.
It's getting too much complicated, true, but rest assured someone is destined to become past.

Not someone.

Some things will become past ancient history in Pakistan.

Namely Politicians and feudals.
 
.

Latest posts

Back
Top Bottom