What's new

Help Me Learn Some Urdu...

oyeee tameez kero is trah phir tum log lar party ho or churana humy parta hai hum taash khel rahy hai uthna pary ga to game ka maza kharab hota hai :unsure:


Don't worry, I am sure Raja sahib has a sense of humour.
 
.
oyeee tameez kero is trah phir tum log lar party ho or churana humy parta hai hum taash khel rahy hai uthna pary ga to game ka maza kharab hota hai :unsure:

lar kon rha ha ..Pakistanisage ko khala ka ghar yaad a rha ha lol :D
 
. . . . . .
hum ne tujh ko dil diya dildar samajh ke,
tum ne uss ko kha liya naswaar samajh ke.
 
.
Aap ki Zarra Nawazi hai - Bohut, Bohut Nawazish aur Inayat Hai. Warna banda kis laiq.


here is a passage from Iqbal's poetry for Urdu connoisseurs. Enjoy:


Ghulami mein na kaam aati hein Shamsheerein na tadbeerein

Jo hoo shauq e yaqeen paida tou cut jati hein zanjeerein

Koi undazaa kar sakta hai uus kay zoor e bazoo ka

Nagah e mard e momin say badal jati hain taqdeerein
That's one of my favourites urdu shair of all time. I understand n comprehend it fully except for the bolded words...any1 care to explain those?

Bait-ul-Khala :P
We used to call it Sukh-chaayn-Club :lol:
 
. . . . . .
maslayhat

i hate this sh1t as qaumi maslihat but for personal reasons ok . maslihat ka matlab maslihat hi hai yaar for example kabhi ghusa ayee boss per leken maslihat ka taqaza samjh ker chup ker jay banda ke kam to kerna hai yaar :lol:

---------- Post added at 12:27 AM ---------- Previous post was at 12:25 AM ----------

next word is : roshnas

introduce keh sakty hain ? ya taruf karana bhi leken ye lafz bari batoon ke liye use hota hai jesy ke qaid e azam ne humy azaadi ke sahi manoo se roshanas karaya . ya zardari ne humy jahana se dunya main roshanas karaya hai :rofl:
 
.

Latest posts

Back
Top Bottom