What's new

Hassan Niazi Granted Bail In PIC Incident

. . .
its better you take your medicine its about time.
so in Bahadurabad Karachi, tomatoes are 50 per kg?
Yeh judge aik sitting minister ki beizati ksrsktay hain PIA chief ko hata sktay hain yeh keh sktsy hain air Force PIA ko family business ki tarah Chala rhi ha army chief ki extension rok sktay hain prime minister ko threaten karsktay hain but yahan aakar prosicution kamzor ha.
Yeh judge andhay hain video nhi dekh sktay attack ki?

police ne video di thi?

footage ne to jaan Allah ko deni hai. its neutral. police can present it.

i hope they can be helped by PTI good samaritans by sending good quality videos to the court and not depend upon Sheryar Afridi
 
.
I am sure these judges are not nabeena and can watch those videos at YouTube. Puray pakistan na videos dekhi lekin incompetent judge nhi dekh skay.
Judge ka liye wakeel ko saza daina bahut mushkil hota ha I think kyonki saas bhi kabhi bahu thi.

judge ha koi panchayt nahi hai jo tv dekh kar faisle kare.

koi sur payr hota hai esi baaton ka? awein bas fasal pakne ke tayyari tak kay gappay hain.

abhi tv dekh kar judge faisle denge to phir hukoomat apne huqooq ka rona roegi billo ke sath.

funds mile hain support to karoge. karlo per aqal to laga lo
 
.
Phir behtar ha incompetent judges Ko hata kar dekh Kar faislay krnay walay lagaye jayain. Prosecution means wakeel and this case was against wakeels and all choti ka wakeels were protesting against government.
Mtlab aap acha wakeel nhi karsktay to insaf nhi mil skta?

ye case to hukoomat ne banana hai isme konsa acha bura wakeel?

abhi case banane ko aye to aap mujhe cyber crime per selected wazir e azam kehne per pakar sakti hai.

ye sab ghareebon ki kahaniyan hai koh i kaf ki pariyon wali.
 
.
Acha thek ha Judge sahab farishtay hain hakomat na unhain gumrah Kiya ha acha wakeel na karkay.

ab farishte to nahi honge per jisdin apne apne gaon ki panchayt or jirge se ye baat kahi or unki nahi maani phir me apko serious longa.

tum logon ko qazi per keechar uchaalna asaan lagta hai ghorib awaam
 
.
Back
Top Bottom