What's new

Congrats Imran Bhai for 15000 posts

Status
Not open for further replies.
maan main nhi ye khud paap hai chor yaar ab is thread ka kya kary . main tumhy bata raha hoon ke bachy mery pass gunjaish nhi hai ban hony ki FB bana le ya koi account zalim mary jay gay warna :cry:

bhai jaan main in kaamo me bara alsi hoon , main shayad itnee dair is forum pe rukta bhee nahee agar aap ka saath na milta , aur waise bhi ab mil hi gaye hain to is MODS ki kheech tan me bhi ek alag hi lutf hai , agar FB Ac bana bhi liya to kya ??? wo kehten haina ki zyada khana dekh kar pait apne aap adha bhar jata hai ...Bhai PDF jaisa masaledaar swad aur kahan ???
 
Status
Not open for further replies.

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom