We all (out of sheer love for our birthplace) wish to see Pakistan rise and be a force to reckon with.
We do at times like to see it all with a lens of romanticism, patriotism etc. all natural feelings.
In the words of our ustaad-e-mohtaram, prof Ahmad Rafique Akhtar, and he quotes from sahih hadiths):
Pehle tum ehl-e-kufr-e-hind se jung kerogay aur Fatah paogay, aur phir Shaam mei Maryum(A.S.) ke Baitay ka sath do gay.
Not sure about you guys, but I clearly see only the brave and valiant soldiers of our military force thats capable to do that. InshAllah.
Then will come also a time ke Jab Pakistan ki haan aur naa se Aqwam e Alam ke faisle huwa kerainge.
75 saal pehle ek admi aya tha, bulke bheja gya tha. Usne Mulk bana k dediya. His commitment was toward Allah swt and the Holy Prophet(pbuh).
Ab ek din ek aur aiga to is mulk ko uski destiny pe lejaiga, but its none of the current corrupt political/bureaucracy leadership, maybe not even current military genrails. Pehaps shall appear after the ‘cleanup’
Ki Muhammad(saw) Se Wafa tu ne to hum teray hain
Ye jahan cheez ha kya Loh-o-qalam teray hain
Sabaq phir perh sadaqat ka, adalat ka, shujaat ka
Liya jaiga kaam tujhse dunia ki imamat ka
Jo mulk RasoolAllah saw ki merzi aur khuwahish pe bana, zahiri baat ha dunia ko kaise manzoor ya qabool ho, lekin qaim ha. The enemies all over the world try and keep trying to destroy it, including domestic and foreign.
Lekin kya kamaal ki baat ha, ke jis masla ka hal ha, usse b ek saal pehle wajood mei agya. Aur nuclear assets b milgaye….Allah arranges stuff.
I remember kuch saalon pehle ye japan ne bari criticism shru ki thi iss mulk ke nuclear assets ki safety pe, phir unko tsunami aur apni nuclear leakages ke lalay per gaye….Allah k ladle mulk pe baat kerni ki bari saza mili becharon ko…hehe
Isko ap romanticism kahein ya pagalpan samjhein, lekin hota to wohi ha jo manzoor e khuda hota ha.
In the end bas Madina munawwara aur Pakistan he bacheinge, baqi sab farigh….
Upto you to believe it or not, or take it as a joke,…..I do believe it to be true, pata nahi hamari zindagi mei aiga ye waqt k nai…
Ustad e mohtaram ne abhi kuch saal ka estimate diya ha dekhain kya hota ha. Baqi jo Allah swt ki merzi, janta to wohi ha.
This is why i detest any/all if these politicians, judiciary, traitor military personnel, bureaucracy and awaam too. Inki niyat saf nahi ye kya iss mulk k liya kerainge
But we all those who love Pakistan and pray for it, inshAllah wo din b auga k ye dunia ki imamat kerayga, sounds hard to believe but I do have faith in Allah, mayoosi gunah ha.
May Allah swt always protect our Pakistan and take it to its true gliry/destiny soon. Jab Allah walay asal loag ainge to ye minton mei badle ga aur aisa k dunia dekhaygi
Go ahead label me crazy but jo kehna tha kehdiya. Thx for reading my essay!