What's new

Whatever

Sajna ne phul mariya
Meri rooh falak tak ro'yi

Mujhe aisa dard mila
hoye mujhe aisa dard mila

aage nahi aata yeh song mujhe :cry:
 
Sajna ne phul mariya
Meri rooh falak tak ro'yi

Mujhe aisa dard mila
hoye mujhe aisa dard mila

aage nahi aata yeh song mujhe :cry:

agar ye 'Phul' 'Phool(flower)' hy tu phool marne se dard milta hy kiya??(kidding) :lol: :P
 
thora explain tu karain na k ye phool lagne se dard kion mila..??? :D:p:P

jab koi apna marta hai to phir dard to hota hi hai naa?
humain to apno ne loota ghairon main kaha dum thaa
meri kashti wahan doobi jahan paani kam thaa

agar koi mohallay daar thappar maray to sirf jism ko takleef hoti hai lakin agar bhai thappar maray to andar tak takleef jaati hai
 
hmm buhat Umda explanation.... :tup: :)
 
ASSALAM WALAIKUM :):)

---------- Post added at 07:38 PM ---------- Previous post was at 07:38 PM ----------

yaar larkiyen to 2-3 passand hain bas koi haan kar le.......... main ready honn :pakistan::smitten:

aap kia 2,3 shadiyan kro ge
 
yaar larkiyen to 2-3 passand hain bas koi haan kar le.......... main ready honn :pakistan::smitten:

hmm tau yeh masla hy..... :)

wo kehtay hain na k Jooray Aasmanon par bantay hain... tu bas Jis ka app ka sath likha hoga wo aapko mil jaegi.... :tup: :)
 
Back
Top Bottom