Saare Jahan Se Achchha (Urdu:سارے جہاں سے اچھا, formal name: Tarana-e-Hindi (Urdu: ترانۂ ہندی "Anthem of the People of Hindustan"), is one of the enduring patriotic poems of the Urdu language. Written originally for children in the ghazal style of Urdu poetry by poet Muhammad Iqbal, the poem was published in the weekly journal Ittehad on 16 August 1904.[1] Recited by Iqbal the following year at Government College, Lahore, now in Pakistan, it quickly became an anthem of opposition to the British rule in India. The song, an ode to Hindustanthe land comprising present-day Bangladesh, India, and Pakistanboth celebrated and cherished the land even as it lamented its age-old anguish. As Tarana-e-Hindi, it was later published in 1924 in the Urdu book Bang-i-Dara.
sāre jahāñ se acchā hindostāñ hamārā
ham bulbuleñ haiñ us kī vuh gulsitāñ[9] hamārā
ġurbat meñ hoñ agar ham, rahtā hai dil vat̤an meñ
samjho vahīñ hameñ bhī dil ho jahāñ hamārā
parbat vuh sab se ūñchā, hamsāyah āsmāñ kā
vuh santarī hamārā, vuh pāsbāñ hamārā
godī meñ kheltī haiñ us kī hazāroñ nadiyāñ
gulshan hai jin ke dam se rashk-e janāñ hamārā
e āb-rūd-e gangā! vuh din haiñ yād tujh ko?
utarā tire[10] kināre jab kāravāñ hamārā
mażhab nahīñ sikhātā āpas meñ bair rakhnā
hindī haiñ ham, vat̤an hai hindostāñ hamārā
yūnān-o-miṣr-o-romā sab miṭ gaʾe jahāñ se
ab tak magar hai bāqī nām-o-nishāñ hamārā
kuch bāt hai kih hastī miṭtī nahīñ hamārī
sadiyoñ rahā hai dushman daur-e zamāñ hamārā
iqbāl! koʾī maḥram apnā nahīñ jahāñ meñ
maʿlūm kyā kisī ko dard-e nihāñ hamārā!
---------- Post added at 09:47 AM ---------- Previous post was at 09:47 AM ----------

Last edited by a moderator: