first of all we are doing it like jo milad mana chahta hai wo zabardasti logon ko force karta hai or jo nahi manana chahta hai wo zabardasti usko markar rok deta hai.
do you ever know about Ijmaa, it is scholarly consensus. means if in a caliphate system a shariah council will decide what we will do and when they took the decision the whole nation will follow and no one will oppose it beacuse unity is the pillar of islam.
Mujhe pata he Ijma kya he, magar kabhi koi Ijma hua he kissi bhi Islami mulk mein keh Eid Milad un Nabi haram he ya halal? Saudi Arab aur Iran aaj kal keh Islami mumalik mein shumar hote hein, kya udhar kabhi kissi qism ka Ijma qaim hua he keh inn cheezon par? Kya Saudi Arab aur Iran keh aik hi mulki qwaneen hein? Kya koi aisa Musalman mulk he jis keh qwaneen doosre Musalman mulkon se milte hon?