Aik maa bachay ko goud mien liye roo rahi thi.... mien wahan say guzra, ronay ki waja pochi ...
Orat: mera bacha bimaar hai aur dawa k liye paisey nahi hain...
mein nay Hazar (1000rs) ka note diya or kaha jao, iski dawai lay ao, or baki paisay mujhay wapis ker dena...
woh orat gai or thori dair bad dawa lay ai, baki kay 800Rs mujhay wapis day diye....
mein nay socha neki kabhi zaya nahi jati... doctor ko fee bhi mil gai, bachay ko dawa bhi mil gai or mera jaali note bhi chal giya...
Chapter: "Berozgari ka zamana", book Aap kiti by Zardari.