What's new

Online friendship & online dating....what do you think about it????????

.
Sahir Ludhyanvi shair..socha kuch different ho jaye is thread mein..
1)Zindagi Sirf Mohabbat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-O-Rukhsaar Ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai

Bhookh Aur Pyaas Ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahi Kuch Aur Bhi Hai

2)Pyaar Par Bas To Nahi Hai Lekin Phir Bhi
Tu Bata De Ki Main Tujhe Pyaar Karoon Ya Na Karoon

3) maiN pal do pal ka shayar hooN, pal do pal meri kahaani hai
pal do pal meri hasti hai, pal do pal meri jawaani hai

4)Bhule Hai Rafta Rafta Unhe Muddaton Mein Hum....
Kishton Me Khudkushi Ka Maza Hum Se Poochiye...

5)Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya…
Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya…
 
. . .
:rofl::rofl: btw ap ne apna naam kyon nahin likha is list mein :azn:

---------- Post added at 01:05 PM ---------- Previous post was at 01:04 PM ----------

Gurrrrruuu jiiiii kahan gaye aap!!!!!

As he had not mentioned my name. Moreover I am straight :lol:

---------- Post added at 01:37 PM ---------- Previous post was at 01:35 PM ----------

that is secret mission going on between them

He was asking about precautions regarding you :rofl:

Never mind. just kidding.
 
. . .
Sahir Ludhyanvi shair..socha kuch different ho jaye is thread mein..
1)Zindagi Sirf Mohabbat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-O-Rukhsaar Ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai

Bhookh Aur Pyaas Ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahi Kuch Aur Bhi Hai

2)Pyaar Par Bas To Nahi Hai Lekin Phir Bhi
Tu Bata De Ki Main Tujhe Pyaar Karoon Ya Na Karoon

3) maiN pal do pal ka shayar hooN, pal do pal meri kahaani hai
pal do pal meri hasti hai, pal do pal meri jawaani hai

4)Bhule Hai Rafta Rafta Unhe Muddaton Mein Hum....
Kishton Me Khudkushi Ka Maza Hum Se Poochiye...

5)Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya…
Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya…


Woh karte hai baat ishq ki,
Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko,
Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi…

Kya hoon main aur kya samajhte hai,
Sab raaz nahi hote batane wale,
Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna,
Kaise rote hai sabko hasane wale.
 
. . . . . . . .
Back
Top Bottom