What's new

Lets talk ghazals.

.
Khareeda howa ha pehlae se dear :)
Lo jab guzar jae gi tab batao ga kia :angry:
should i be on IDF or not NEO ?
 
. .
Jana Jee, kahan ho...you still mad with me? :cry:

Honton pe kabhi unke
Mera naam bhi aaye, mera naam bhi aaye
Aaye to sahi, barsar-e-ilzaam hi aaye...:what:
 
.
u dint reply PM Neo.

:(
im here but sometimes realy feeling people are so narrow minded and spite hate all the time anyway

im replyin u in the following post.
 
.
Suno acha nahi lagta

Karae jab tazkara koi
karae jab tabsara koi
Tumhari zaat ko khojae
Tunhari baat ko soche
Mujhe Acha nahi lagta
Suno acha nahi lagta
Tumhari muskorahat per hazaron log marter hon
Tumhari aik ahaat per hazaron Dil dharakte hon
Kisis ka tum pe youn maran mujhe acha nahi lagta
Suno Mujhe acha nahi lagta
Tum ko phool bhi dekhain, tumhare paas se mehkain
Yeh chand ki gozarish ho k apne rooshni bakhshu
mujhe Acha nahi Lagta

Suno Acha nahi lagta
Mujhe acha nahi lagta
 
.
Last time Jana jee disappeared, my bunny dance brought her back.

So here we go again:

O'oh jan-e-Jana
Dhunday tujhe deewana
Sapnon mai rooz aae
A zindagi mai aana sanam...

:bunny: :bunny: :bunny:
 
.
Mujh se pehli si mohobat
Mere mehboob na maang

Mai ne samjhaa tha ke
Tu hai to darakhshan hai hayaat
Tera gham hai to
Gham-e-dehr ka jhagra kya hai
Teri surat se hai aalam mai baharoon ko sabaak
Teri aankhon ke siwa duniya mai rakha kya hai
Tu jo mil jaae to
Taqdeer niguh ho jae
Yunh na tha main ne faqat
Chaha tha yunh ho jae

Mujh se pehli si mohobat
Mere mehboob na maang

Unginat sadiyoon ke
Tareeq bahimana dalism
Reshm-o-atal so
Kamkhwaab me bunwaae hue
Jaa bajaa bikte hue
Kuchaa-o-bazaar me jism
Khaak me lithre hue
Khoon me nehlaae hue
Laot jaati udhar ko bhi nazar kya kije
Ab bhi dilkash hai tera husn
Magar kya kije
Aur bhi dukh hain zamaane mai mohobat ke siwa
Raahatein aur bhi hain wasl ki rahat ke siwa

Mujh se pehli si mohobat
Mere Mehboob na maang.
 
.
Mujh se pehlee si mohobat mere mehboob na maang
The original ghazal from Film Qaidi by Shameem Ara - 1962

[YOUTUBE]
 
Last edited by a moderator:
.
Neo/Asim/Any one.
Ineed to find a downloadable copy of Nusrat fateh Ali Khans" Dil ne hamare baithe baithe kaise kaise rog Lagaye"Help would be appreciated.
Regards
Araz
 
.
Chun liya main ne tumhein - Shabnam
A beautiful old ghazal. :)

[YOUTUBE]
 
Last edited by a moderator:
.
Try "Kal tak jo Kehte the Apna".Nishos acting is crap but the song by Noor Jehan is fantastic.
Araz
 
.
Try "Kal tak jo Kehte the Apna".Nishos acting is crap but the song by Noor Jehan is fantastic.
Araz

Yes, its a fantastic ghazals from Noorjahan's early years.
Listen to the beautiful lyrics:

Kal tak jo kehte thay apnaa aaj wohi begaane hain - Nisho
[YOUTUBE]
 
Last edited by a moderator:
.
One of my all time favorite ghazals.

Zindagi Mein To Sabhi Pyaar Kiya Kartay Hain - Azmat (1973)

[YOUTUBE]
 
Last edited by a moderator:
.
Another version of Zindagi Main Tu Sabhi

[YOUTUBE]
 
Last edited by a moderator:
.
Back
Top Bottom