El Sidd
ELITE MEMBER
- Joined
- Apr 5, 2017
- Messages
- 67,597
- Reaction score
- 2
- Country
- Location
Blkul agreed. Nawi or Daswi jamat men ghalib or deegar romaans ke pujari poets ke shyr prhaty hen. Un se fark pary na pary lekn faida kya hoa? Kya koi intellectual shayar prhaya jata hai ksi ko? Ghalib men bhi prha hon. Lekin usy syllabus men prhane ka kya tuk bnta hai?
koi tukk nahi banta......... urdu ko faroogh dene kay liye dala tha laken urdu sirf ghalib kay tun tunay tak mehdood reh gayi hai lagta hai.....
shair o shaiyri se agay nikal ao wahi ghoom phir kar janwaron ki khaslaten yaad ati hai...
har thought provoking cheez ko yahoodi sazish qarar dedena hai take jahil rahen log or wahi chand log chand sarmayadar baniye ghulaam bana kar rakhen awaam ko
nisaab me kuch naya daal do... climate change se lekar wildlife santuaries or hazaron alag tareekay hai logon ko masroof rakhne ke per inko wohi masjid ka chappal chor vs maiqaday ke adaab debates hi milti hai
koi nai aik na aik din akaal aaa he jaani hai! kab tak bhair bakri ki turhan kuttay rahay gay!
dekhte hai...... hidayat kay darwazay to band hogaye .. azaab kay kab khulte hai ye dekhna hai