What's new

If a movie were made about your life , what would the title be ?

. . .
madam khuda bol raha hai.... uski baat sunna samajhna zarori hai...
warna totay ko agar e=mc2 yaad kara do wo einstein nahi ban sakta....

ye ek bunyaadi fahem hai communication ka

Be shak ..

Allah ki ayaten or usk farmaan apni zabaan me sun kr waaqai bht acha mehsoos hota ha , rona ajata ha .
Or ye b baat ha k jab khuda kisi banday ko koi khaas hidayat kare to use apny inhi ayaton se guide krta ha . Achaanak nazar me koi ayat pare ya kaano ko sunaai de jo aap k masaail ya dil k haalat se related ho to woh khuda ki taraf se direct rehnumaai or mehrbaani ha .
 
.

aap khushnaseeb hain according to your post...

hum gunahgaar nacheez log hain to dua karen hame bhi ye sab naseeb ho
 
. .

Mri nazar me to ap ziada khushnaseeb hin ,

Is me banday ka koi kamaal nhi bus usi ki zaat ha jo museebat zadao pe apni muhbat dikhata ha .
 
ye ek ghalat taussar hai kay sirf museebat zada ko khuda milta hai.

ye imaan ki kamzori kehlai ja sakti hai jese khuda apni kitaab me khud likhta hai kay jab unki kashtiyan toofan me phans jaati hain to Allah ko yaad karte hain....

museebat to firoun pe ayyi thi doobte doobte.... usne bhi kalima parh liya tha

ye alag baat hai kay insan bil fitrat museebat zada hai...... per that is another subject.
 
.
Interesting.

From one point of view, Qayamat se Qayamat tak.
From another, The Secret World of Walter Mitty.
From a third, The Man Who Knew Too Much. No, it isn't what you think it is; it's for the song, which is precisely relevant and resonates with the first.
 
.
ye ek ghalat taussar hai kay sirf museebat zada ko khuda milta hai.

ye imaan ki kamzori kehlai ja sakti hai jese khuda apni kitaab me khud likhta hai kay jab unki kashtiyan toofan me phans jaati hain to Allah ko yaad karte hain....

museebat to firoun pe ayyi thi doobte doobte.... usne bhi kalima parh liya tha

ye alag baat hai kay insan bil fitrat museebat zada hai...... per that is another subject.

Arry nahin .. i didnt meant that .
Khuda to kisi ko hi mil jata ha. Chahay woh bhikari ho ya ameer, khush ho ya ghumzada .. ye ab dilon ki bat ha jo khuda janta ha .
Or phr ye b Allah ki rehmat ha k museebat me woh musalmaan ko apny bht qareeb kr leta ha .
 
aap meri ek baat maanen or wapis university jaen or parh len... ye naymat thukrate nahi..education
 
. . . . .

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom