What's new

congrats Cheeki for trolling 1000 times

Ab buddhon ko chachcha nahi, to kya munna bolna chahiye. :woot:

aby tera secrew dheela hai kya ? budha ho ga tu meri abhi shadi tak nhi hoi main ne abhi dunya nhi dekhi or tum ne budha bana dala?:angry: tum ne meri pics dekhi to hai andha hai kya ?bachy ko budha kehta hai ?:taz:
 
kya keh rahy hain main to kisi jonasad name ke bandy ko janta tak nhi yaar .jon -asad ? english arabic mix name lagta hai mujhy koi :what:

Lagta hai bohat bura hua tumharay sath meeting mein!!! :rofl:

Mein ne suna tha ke tum se chala bhi nahi ja raha tha meeting ke baad. :rofl:
 
konsi meeting yaar mujhy to tum logoon ki bateen samjh nhi ati khud hi meeting likhty hai phir khud hi achi buri banaty hai or rolf rolf lagaty hai ? tum logoon ko koi brain problem hai ?:what:

---------- Post added at 08:08 PM ---------- Previous post was at 08:06 PM ----------

Chahcha nahi, Chachchaa, "Cha-ch-chaa" UP-Bihar mein hum bade pyar se ye word use karte hain :D

aby kahy ka cha cha konsa chaha ? main kab se chacha ho gya ? meri ager 24 years hai abhi to kambakht :angel:
 
konsi meeting yaar mujhy to tum logoon ki bateen samjh nhi ati khud hi meeting likhty hai phir khud hi achi buri banaty hai or rolf rolf lagaty hai ? tum logoon ko koi brain problem hai ?:what:

O bhai tum ne khud hi tu kaha tha ke defence.pk ki meeting arrange kerni hai jeddah mein. :angel:
 
aby tera secrew dheela hai kya ? budha ho ga tu meri abhi shadi tak nhi hoi main ne abhi dunya nhi dekhi or tum ne budha bana dala?:angry: tum ne meri pics dekhi to hai andha hai kya ?bachy ko budha kehta hai ?:taz:

Lo ji aapne hi to kaha tha aaj se mujhe Uncle bolna. :lol: :lol: Boodha ghoda laal lagam. :rofl:
 
aby kahy ka cha cha konsa chaha ? main kab se chacha ho gya ? meri ager 24 years hai abhi to kambakht :angel:

kal to tu marne wala ho gya tha:rolleyes:
kal to grand father bana tha ,aaj 24 ka hai..

tuje koi split personality wali problem hai:rofl:
 
Back
Top Bottom