What's new

Atheist War Hero, serving Soldier

. .
bus ab main ne allah se lu laga li hai sudher gya hoon sham ko pee ker so jata hoon no more lafra :enjoy:

Shkur hai Allah Se lagae or Kisi Se Nahi. :D :D (dair aye drust aye)

Ghalib:
Ghalib Sharab Peene De Masjid Mein Beth Ker,
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi.

Iqbal:
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi,
Kafir K Dil Mein Ja Wahan Khuda Nahi.

Faraz:
Kafir K Dil Se Ayah On Ye Dekh Ker Faraz,
Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi……

Wasi:
Khuda To Mojood Dunia Mein Her Jaga Hai,
Tu Jannat Mein Ja Wahan Peene Se Mana Nahi……

Ayyaz:
Peene K Liya Mukadas Jagay Na Duhand Ayyaz,
Ager Tujha Duniya Sa Hi Ba-Khaber Raha Na Hai.
Peene Ki Per Kia Zarorat Hai Khuda Ki Kasam,
Sajda Ma Juka Raha Din Raat Is K Nasha Zindagi Bhair Nahi Utra Ga……
 
.
@Imran Khan @Zibago
PDF is full of surprises, anyways app logoun ka haq hey k jo marzi ideology religion apnao...aur koun koun hey yahaan atheist / agnostic. Wesy donoun mien assan ilfaaz mien farq kiya hey.
 
agnostic - wo jo bolty hain khuda hai ya nhi humy nhi pata
atheist - jo bolty hain khuda hai hi nhi
 
. . .
Shkur hai Allah Se lagae or Kisi Se Nahi. :D :D (dair aye drust aye)

Ghalib:
Ghalib Sharab Peene De Masjid Mein Beth Ker,
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi.

Iqbal:
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi,
Kafir K Dil Mein Ja Wahan Khuda Nahi.

Faraz:
Kafir K Dil Se Ayah On Ye Dekh Ker Faraz,
Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi……

Wasi:
Khuda To Mojood Dunia Mein Her Jaga Hai,
Tu Jannat Mein Ja Wahan Peene Se Mana Nahi……

Ayyaz:
Peene K Liya Mukadas Jagay Na Duhand Ayyaz,
Ager Tujha Duniya Sa Hi Ba-Khaber Raha Na Hai.
Peene Ki Per Kia Zarorat Hai Khuda Ki Kasam,
Sajda Ma Juka Raha Din Raat Is K Nasha Zindagi Bhair Nahi Utra Ga……
or kisi se meri bewi nhi lagany de gee mam:rofl: pheeka sher hai ye hazar bar pardha hoa kuch ny alaeen
 
.
@Imran Khan @Zibago
PDF is full of surprises, anyways app logoun ka haq hey k jo marzi ideology religion apnao...aur koun koun hey yahaan atheist / agnostic. Wesy donoun mien assan ilfaaz mien farq kiya hey.
Mein to atheist nahe na agnostic hoan baki airf shmak aur imran khan ka pata hay
 
. . . . . . .

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom