What's new

Video: Indian Acapella sings Pakistan's national anthem as a 'gift for neighbors'

Lol

Ye ek lambi behas hai.

Lakin suna ha due to development and industrialization in and around Lucknow has helped alot.

Depends whats ur definition of development . . . few areas in the city and suburbs yes definitely . . river front is good but old city like imam bargah and hajratganj is still a shithole !

musoof ko ujrat kitni milti hay bait ul khula saaf karney ki.

Kyu miyan ? apne darkhast lagani hai waha rozgaar ki ?
 
.
No problem. You can give it a try. :enjoy:
Right now our situation is anyway like -
hqdefault.jpg

Totally agreed.
 
.
Pakistani national anthem should be in Urdu, pure Lakhnawi Urdu.


Nai bhai nai, aisa nahi hai. Its not like that. I actually liked that.
I some times feel that the tone of our national anthem is way western. It should be rather like:
Is mein masla kiya hy :D
The Pakistani Urdu is now different to Indian Urdu.
And its in safe hands
Pareshaan honey ki koyi zarorat nahi ham iski hifazat karein gay aur is mein musbat tabdeeliyan bhi kartey rahein gay :D
We just need to get rid of the conservative nature and keep updating the language.
We need to make a govt approved dictionary for Urdu and add words like lush and ponka in it :rofl:
 
.
Lucknavi Urdu is considered endangered nowadays.

My last trip to Karachi i asked someone

Mausoof yaha baytul khala ki saholat maujood hai

And he was like wtf we don't speak pashto here.
karachi main itna kachra bhara hay har taraf baitul khala he khala hay. wesay Peshawar main ab bhi awami latrines pe baitul khala hee likha hota hay
 
.
Depends whats ur definition of development . . . few areas in the city and suburbs yes definitely . . river front is good but old city like imam bargah and hajratganj is still a shithole !



Kyu miyan ? apne darkhast lagani hai waha rozgaar ki ?


Mushairay me shirkat Karne ki izzat naseeb hui thi kuch arsa pehle.

Lucknow se aye Huey they kuch shayir.

Unhe ne btaya k Lucknow se Auraq tak behtar hue hai halat laken purana shehar nazar andaaz kia rakha ha Bharti hukoomat ne.
 
. .
karachi main itna kachra bhara hay har taraf baitul khala he khala hay. wesay Peshawar main ab bhi awami latrines pe baitul khala hee likha hota hay

Ji. Me khud hayraan hua k Karachi se hut kar har jagah Urdu munasib hai per Karachi walay khud nayi zabaan tayyar kr rahe hai

Is mein masla kiya hy :D

And its in safe hands
Pareshaan honey ki koyi zarorat nahi ham iski hifazat karein gay aur is mein musbat tabdeeliyan bhi kartey rahein gay :D

We need to make a govt approved dictionary for Urdu and add words like lush and ponka in it :rofl:


Astaghfirullah

Urdu ko thok dia hai Altaf bhai ne ye samajh len.

Jamaican English hogai ha Karachi Urdu
 
.
Mushairay me shirkat Karne ki izzat naseeb hui thi kuch arsa pehle.

Lucknow se aye Huey they kuch shayir.

Unhe ne btaya k Lucknow se Auraq tak behtar hue hai halat laken purana shehar nazar andaaz kia rakha ha Bharti hukoomat ne.

Janab, Huqoomat ke alawa . . shehariyon ki bhi zimmedari hoti hai kuchh !

aap gaur farma rahe hain na ? :D:D:D

Na miyan, hum tu bas muhtasran wahan rafa e hajat k liye jana chahtey hien, app saaf suthra rakhiye gha,

Ate waqt bata ke ayein . . apki zehaniyat ki bhi safayi karwani padegi jo itne khushnuma thread par bhi gandagi failane aa gaye !
 
. . .
I hope someone from Pakistan will return the favour. Not that it is absolutely needed but that would be a nice gesture from the other side.
Thank you so much dear Indians.
I can't sing but might post something else.
 
.
Janab, Huqoomat ke alawa . . shehariyon ki bhi zimmedari hoti hai kuchh !

aap gaur farma rahe hain na ? :D:D:D



Ate waqt bata ke ayein . . apki zehaniyat ki bhi safayi karwani padegi jo itne khushnuma thread par bhi gandagi failane aa gaye !

Ab wo tehre hamare mehmaan.

Unse khata kalami najaiz qarar payi gayi.

Me nacheez to waha mushairay k liye gaya tha.

Insani fitrat hai behtari chahna to unhe ne izhaar kiya apni raye ka.

Hum to sird dilasa hi de sakte the k inshallah behtari hogi
 
.
Usko bolna ki 14 Aug se pahle bhejta hai to thik nahi to hamare yaha bhijwa de, agale dinn hamara bhi independence hai kaam aayegi.:partay:
Ye sawal ap halwayi sey pochain

Jamaican English hogai ha Karachi Urdu
Hein bey dhakan kiya keh riya ey tu :D
I am sorry about that Indian street fashion thread that I promised to update. Somehow, life got very busy for me.
Wo thread to mahino sey ujray makan ka manzir pesh kar raha hy uski dhool pehly saaf kar lena :D
 
.
Ye sawal ap halwayi sey pochain


Hein bey dhakan kiya keh riya ey tu :D

Wo thread to mahino sey ujray makan ka manzir pesh kar raha hy uski dhool pehly saaf kar lena :D


That is racist to people from Mumbai and Agra lol
 
.
Ab wo tehre hamare mehmaan.

Unse khata kalami najaiz qarar payi gayi.

Me nacheez to waha mushairay k liye gaya tha.

Insani fitrat hai behtari chahna to unhe ne izhaar kiya apni raye ka.

Hum to sird dilasa hi de sakte the k inshallah behtari hogi
Wo tujh ko bholain hain to tujh par bhi lazim hy mir
Khak dal,aag laga,naam na ley,yaad na kar
 
.
Back
Top Bottom