What's new

HIGHT OF OPTIMISM

Slav Defence

THINK TANK VICE CHAIRMAN: ANALYST
Joined
Oct 30, 2010
Messages
7,574
Reaction score
117
Country
Pakistan
Location
Pakistan
a patriotic story,
ek dafa k zikr hai, ek larka pakistan se nafrat kerta tha,aur her waqt problems ki wajha se pak ko galyaan deta rehta tha,
ek din wo jaraha tha k.........rastay mai us pe bijli ka......taaar.....gir gaya,wo bechara tarap,tarap k murrne hi waalaaa tha k achanak..............light chali gaey:),LARKA SAARI NAFRAT BHOOL GAYA AUR KHUSHI SE CHILLA K BOLA PAKISTAN ZINDABAD

khair se yeh ek chota sa latifa tha but ager is latifay k buqiye udhteray jayein yani is ko analyes kiya jaye tu meri samjh mai ek baat aati hai:
hum hurr waqt chiray rehtay hain,yahan blast wahan attack falana dhamkaitna ziya k hum khush hi hona bhool gaye hain,sirf pk hi nahi india aur doosray countries k residents bhi liken hum yeh nahi dekhtay k ALLAH uNHI QAUMON KO AZMAISH MAI DAALTA HAI JIN MAI ZINDAGI KI RAMAQ YA KOI DOOSRI KHOOBI DEKHTA HAI YA IS SE LOGON KO KOI FAIDA HOTA HO...
QAUMO YANI NATIONS KO US WAQT PERESHAN HONA CHAHIYE JAB UN SE KOI MUQABLA NA KERAY IS KA MATLAB HAI K WOH ZAMEEN SE BUHAT JALD MIT JANE WALAY HAIN KYUN K PROJECT EARTH PE AB UN K KOI FUNCTION NAHI.........
JANB KOI AAP KO MITANE AYE TU SAMJHLO TUM AS A VECTOR CHOOSE KERLIYE GAYE HO......
YEH MSG INDIA K LIYE BHI HAI AUR PAKISTAN K LIYE BHI..
APNE AAP SE NAFRAT KERNA YA DOOSRON SE CHIRNE SE KUCH NAHI HOGA ZINDA DIL BANO AUR KOI GAALI DE TU US KO JAAHIL SAMJH K HANS DO...
REGARDS, ME:)
 
.
Back
Top Bottom