Raftar
FULL MEMBER
- Joined
- Oct 12, 2011
- Messages
- 324
- Reaction score
- 0
Today is the 74th death anniversary of THE GREAT LEGEND DR. Allama Muhammad Iqbal
Na Thi Jab Apny Haal Ki Khabar
Dekhty Rahey Logon K Aib-o-Hunar
Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar
To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.
Allama Iqbal
IQBAL teri qoum ka IQBAL kho gaya.
Mazi to sunehra hai magar Haal kho gaya.
Wo Roub-o-Dabdaba wo jalal kho gaya.
Wo Husn Be-Misal wo jamal kho gaya.
Dobe hain jawabon men pr sawal kho gaya.
IQBAL teri Qoum ka IQBAL kho gaya.
Urte jo fizaon men the Shaheen na rahe.
Ba-zouq na rhe
Zaheen na rahe.
Pakiza gar na rahe Ba-Deen na rahe.
Wo Lala-o-Gulzar, Meh jabeen na rahe.
Momin ka W0 Andaz-e-Bakamal kho gaya.
IQBAL teri QUOM ka IQBAL kho gaya..![/COLOR
Hazar Chashmah tere Sang-e-Raah se Phootay,
Khudi Mein Doob Kar Zarb-e-Kaleem Paida Kar!
(Iqbal)
POST YOUR FAVORITE POETRY OF DR ALLAMA MUHAMMAD IQBAL
In PERSIAN LANGUAGE

Last edited by a moderator: